Mera Sarveshwar mera Mahakal, Mera Parmeshwar mera Mahakal, Mera Sarveshwar mera Mahakal, Mera Parmeshwar mera Mahakal, Sab kaam ho raha hai, Mahakal ki kripa se, Mera naam ho raha hai, Mahakal ki kripa se.
सब काम हो रहा है महाकाल की कृपा से
मेरा सर्वेश्वर मेरा महाकाल,
मेरा परमेश्वर मेरा महाकाल,
मेरा सर्वेश्वर मेरा महाकाल,
मेरा परमेश्वर मेरा महाकाल,
सब काम हो रहा है,
महाकाल की कृपा से,
मेरा नाम हो रहा है,
महाकाल की
कृपा से।।
मेरी नाव चल रही है,
महाकाल के सहारे,
मंजिल भी मिल रही है,
महाकाल के सहारे,
आराम हो रहा है,
महाकाल की कृपा से।।
जबसे तेरे भजन में,
विश्वास हो रहा है,
तेरी दया का बाबा,
अहसास हो रहा है,
विश्राम हो रहा है,
महाकाल की कृपा से।।
कैसे बताऊँ बाबा,
अहसान तेरी कृपा का,
कैसे चुकाऊं बाबा,
कर्जा तेरी कृपा का,
सरेआम हो रहा है,
महाकाल की कृपा से।।
मेरा सर्वेश्वर मेरा महाकाल,
मेरा परमेश्वर मेरा महाकाल,
मेरा सर्वेश्वर मेरा महाकाल,
मेरा परमेश्वर मेरा महाकाल,
सब काम हो रहा है,
महाकाल की कृपा से,
मेरा नाम हो रहा है,
महाकाल की कृपा से।।
Meri naav chal rahi hai, Mahakal ke sahare, Manzil bhi mil rahi hai, Mahakal ke sahare, Aaram ho raha hai, Mahakal ki kripa se.
Jabse tere bhajan mein, Vishwas ho raha hai, Teri daya ka Baba, Ehsaas ho raha hai, Vishraam ho raha hai, Mahakal ki kripa se.
Kaise bataoon Baba, Ehsaan teri kripa ka, Kaise chukaoon Baba, Karza teri kripa ka, Sare aam ho raha hai, Mahakal ki kripa se.
Mera Sarveshwar mera Mahakal, Mera Parmeshwar mera Mahakal, Mera Sarveshwar mera Mahakal, Mera Parmeshwar mera Mahakal, Sab kaam ho raha hai, Mahakal ki kripa se, Mera naam ho raha hai, Mahakal ki kripa se.