भजन

भोले की सवारी देखो आई रे भजन

बाबा की सवारी देखो आई रे,

भोले की सवारी देखो आई रे,

भक्तो में मस्ती देखो छाई रे,

बाबा की सवारी

देखो आई रे।।

दूर दूर से यात्री आवे,

अर्जी अपनी लगावे,

अर्जी अपनी लगाकर वो तो,

मन चाहा फल पावे,

भोले ने बिगड़ी बनाई रे,

बाबा की सवारी देखो आई रे,

भोले की सवारी देखों आई रे।।

कोई बजावे झांझ मंजीरा,

ताशा और मृदंग,

रंग गुलाल अबीर में देखो,

मच रही है हुड़दंग,

महिमा भोले की सबने गाई रे,

महाकाल की सवारी देखो आई रे,

भोले की सवारी देखों आई रे।।

शाही सवारी में बाबा के संग,

भूत प्रेत सब आवे,

बजरंग भेरू गणपति के संग,

हरसिद्धि माँ आवे,

कांवड़ ये सबने चढ़ाई रे,

बाबा की सवारी देखो आई रे,

महाकाल की सवारी देखो आई रे,

भोले की सवारी देखों आई रे।।

बाबा की सवारी देखो आई रे,

भोले की सवारी देखो आई रे,

भक्तो में मस्ती देखो छाई रे,

बाबा की सवारी देखो आई रे।।

Verse 1

Baba ki sawari dekho aai re, Bhole ki sawari dekho aai re, Bhakto mein masti dekho chhai re, Baba ki sawari Dekho aai re.

Verse 2

Door door se yatri aave, Arji apni lagave, Arji apni lagakar wo to, Man chaha phal pave, Bhole ne bigdi banai re, Baba ki sawari dekho aai re, Bhole ki sawari dekho aai re.

Verse 3

Koi bajave jhaanjh manjeera, Tasha aur mridang, Rang gulal abeer mein dekho, Mach rahi hai hudadang, Mahima Bhole ki sabne gai re, Mahakal ki sawari dekho aai re, Bhole ki sawari dekho aai re.

Verse 4

Shahi sawari mein Baba ke sang, Bhoot pret sab aave, Bajrang Bheru Ganpati ke sang, Harsiddhi Maa aave, Kanwad ye sabne chadhai re, Baba ki sawari dekho aai re, Mahakal ki sawari dekho aai re, Bhole ki sawari dekho aai re.

Verse 5

Baba ki sawari dekho aai re, Bhole ki sawari dekho aai re, Bhakto mein masti dekho chhai re, Baba ki sawari dekho aai re.

अन्य भजन संग्रह भी देखें: गणेश भजन → · हनुमान भजन →