भजन

भस्मी लगाएं बाबा उज्जैन के वो राजा

कालो के काल है,

मृत्यु के है वो राजा,

भस्मी लगाएं बाबा,

उज्जैन के वो राजा।।

दीदार करना चाहूं,

दर्शन को प्यासी अखियां,

चरणों में रहना चाहूं,

बस दिल की एक आशा,

उज्जैन में

भी आऊ,

दर्शन भी करना चाहूं,

महाकाल की वो महिमा,

सबको सुनाना चाहूं।।

मेरे दिल की एक आशा,

तेरे दर पे मरना चाहूं,

मरने के बाद भोले,

भस्मी तुम्हें लगाऊं,

उज्जैन में भी आऊ,

दर्शन भी करना चाहूं,

महाकाल की वो महिमा,

सबको सुनाना चाहूं।।

महाकाल तुमको प्यारी,

वह भस्म आरती है,

मुर्दे की राख से ही,

वह होती आरती है,

‘सत्यम’ को वर दे बाबा,

बस दिल से तुझको चाहूँ,

महाकाल भस्म आरती,

मैं भी तो करना चाहूँ।।

कालो के काल है,

मृत्यु के है वो राजा,

भस्मी लगाएं बाबा,

उज्जैन के वो राजा।।

Verse 1

Kaalo ke kaal hai, Mrityu ke hai wo raja, Bhasmi lagayein Baba, Ujjain ke wo raja.

Verse 2

Deedar karna chahoon, Darshan ko pyaasi akhiyan, Charno mein rehna chahoon, Bas dil ki ek aasha, Ujjain mein Bhi aaoo, Darshan bhi karna chahoon, Mahakal ki wo mahima, Sabko sunana chahoon.

Verse 3

Mere dil ki ek aasha, Tere dar pe marna chahoon, Marne ke baad Bhole, Bhasmi tumhein lagaoon, Ujjain mein bhi aaoo, Darshan bhi karna chahoon, Mahakal ki wo mahima, Sabko sunana chahoon.

Verse 4

Mahakal tumko pyari, Wah bhasm aarti hai, Murde ki raakh se hi, Wah hoti aarti hai, 'Satyam' ko var de Baba, Bas dil se tujhko chahoon, Mahakal bhasm aarti, Main bhi to karna chahoon.

Verse 5

Kaalo ke kaal hai, Mrityu ke hai wo raja, Bhasmi lagayein Baba, Ujjain ke wo raja.

अन्य भजन संग्रह भी देखें: गणेश भजन → · हनुमान भजन →