भजन

राम जी प्यारे एक काम कर दे भजन

राम जी प्यारे एक काम कर दे,

सारी दुनिया में मेरा नाम कर दे।।

सोने की गले में एक चैन पड़ी हो,

कोठी के आगे एक कार खड़ी हो,

डॉलरो से मेरे भंडार भर दे,

सारी दुनिया में मेरा नाम कर दे,

राम जी प्यारें एक काम कर दे,

सारी दुनिया में मेरा नाम कर दे।।

बॉडीगार्ड घुमे आगे पीछे पांच सात,

मंत्री सेल्युट म्हारे दिन रात,

म्हारे हाथ देश की कमान कर दे,

सारी दुनिया में मेरा नाम कर दे,

राम जी प्यारें एक काम कर दे,

सारी दुनिया में मेरा नाम कर दे।।

‘नरसी’ का काम ये जरुर करना,

दिल में ना मेरे तू गरूर भरना,

रोम रोम में तू राम नाम भर दे,

सारी दुनिया में मेरा नाम कर दे,

राम जी प्यारें एक काम कर दे,

सारी दुनिया में मेरा नाम कर दे।।

राम जी प्यारे एक काम कर दे,

सारी दुनिया में मेरा नाम कर दे।।

Verse 1

Ram ji pyaare ek kaam kar de, Saari duniya mein mera naam kar de.

Verse 2

Sone ki gale mein ek chain padi ho, Kothi ke aage ek car khadi ho, Dollaron se mere bhandar bhar de, Saari duniya mein mera naam kar de, Ram ji pyaare ek kaam kar de, Saari duniya mein mera naam kar de.

Verse 3

Bodyguard ghume aage peeche panch saat, Mantri salute mhare din raat, Mhare haath desh ki kamaan kar de, Saari duniya mein mera naam kar de, Ram ji pyaare ek kaam kar de, Saari duniya mein mera naam kar de.

Verse 4

'Narsi' ka kaam ye zaroor karna, Dil mein na mere tu garoor bharna, Rom rom mein tu Ram naam bhar de, Saari duniya mein mera naam kar de, Ram ji pyaare ek kaam kar de, Saari duniya mein mera naam kar de.

Verse 5

Ram ji pyaare ek kaam kar de, Saari duniya mein mera naam kar de.