Ram kare sab kaam jagat ke, Kaam Ram ke aaye tum, Veer sabhi hai Ram ke sang mein, Mahaveer kahlaaye tum, Veer sabhi hai Ramayan mein, Mahaveer kahlaaye tum, Hey Hanuman, Kisi vipda mein, Kabhi nahi ghabraaye tum, Veer sabhi hai Ram ke sang mein, Mahaveer kahlaaye tum.
राम करे सब काम जगत के काम राम के आए तुम भजन
राम करे सब काम जगत के,
काम राम के आए तुम,
वीर सभी है राम के संग में,
महावीर कहलाए तुम,
वीर सभी है रामायण में,
महावीर कहलाए तुम,
हे हनुमान
किसी विपदा में,
कभी नहीं घबराए तुम,
वीर सभी है राम के संग में,
महावीर कहलाए तुम।।
मूर्छित हुए लखन जब रण में,
प्रण तुमने ये मन में किया,
उसे न तुम छोड़ोगे जीवित,
कष्ट राम को जिसने दिया,
तोड़ दिया बैरी का भरम सब,
जब संजीवनी लाए तुम,
वीर सभी है राम के संग में,
महावीर कहलाए तुम
गए सिया माँ की सुधि लेने,
उड़ के सागर पार किया,
अहंकार रावण का तोड़ा,
ऐसा तुमने वार किया,
जल रही पूंछ की अग्नि से,
लंका में आग लगाए तुम,
वीर सभी है राम के संग में,
महावीर कहलाए तुम
करनी थी लंका पे चढ़ाई,
पर ये काम आसान ना था,
सागर पे बांधा जाता,
इतना भी सामान्य न था,
राम नाम लिख कर पानी पर,
तब पत्थर तैराए तुम,
वीर सभी है राम के संग में,
महावीर कहलाए तुम
राम करे सब काम जगत के,
काम राम के आए तुम,
वीर सभी है राम के संग में,
महावीर कहलाए तुम,
वीर सभी है रामायण में,
महावीर कहलाए तुम,
हे हनुमान किसी विपदा में,
कभी नहीं घबराए तुम,
वीर सभी है राम के संग में,
महावीर कहलाए तुम।।
Moorchhit hue Lakhan jab ran mein, Pran tumne ye man mein kiya, Use na tum chhodoge jeevit, Kasht Ram ko jisne diya, Tod diya bairi ka bharam sab, Jab Sanjeevani laaye tum, Veer sabhi hai Ram ke sang mein, Mahaveer kahlaaye tum.
Gaye Siya maa ki sudhi lene, Ud ke sagar paar kiya, Ahankar Ravan ka toda, Aisa tumne vaar kiya, Jal rahi poonchh ki agni se, Lanka mein aag lagaaye tum, Veer sabhi hai Ram ke sang mein, Mahaveer kahlaaye tum.
Karni thi Lanka pe chadhaai, Par ye kaam aasaan na tha, Sagar pe baandha jaata, Itna bhi samanya na tha, Ram naam likh kar paani par, Tab patthar tairaaye tum, Veer sabhi hai Ram ke sang mein, Mahaveer kahlaaye tum.
Ram kare sab kaam jagat ke, Kaam Ram ke aaye tum, Veer sabhi hai Ram ke sang mein, Mahaveer kahlaaye tum, Veer sabhi hai Ramayan mein, Mahaveer kahlaaye tum, Hey Hanuman kisi vipda mein, Kabhi nahi ghabraaye tum, Veer sabhi hai Ram ke sang mein, Mahaveer kahlaaye tum.