Ram ji ke saath jo, Hanuman nahin hote, Ram ji ke pure kabhi, Kaam nahin hote.
राम जी के साथ जो हनुमान नहीं होते लख्खा जी भजन
राम जी के साथ जो,
हनुमान नहीं होते,
राम जी के पुरे कभी,
काम नहीं होते।।
हनुमान पर्वत उठाकर ना लाते,
कैसे संजीवन सुषेण वेद पाते,
प्राण जाते लक्ष्मण के,
राम रहते रोते,
राम जी के पुरे कभी,
काम नहीं होते।
राम जी के साथ जो,
हनुमान नहीं होते,
राम जी के पुरे कभी,
काम नहीं होते।।
लंका में गर हनुमान नहीं जाते,
राम की शरण में विभीषण ना आते,
रावण से विजय श्री राम नहीं होते,
राम जी के पुरे कभी,
काम नहीं होते।
राम जी के साथ जों,
हनुमान नहीं होते,
राम जी के पुरे कभी,
काम नहीं होते।।
रावण की लंका अगर ना जलाते,
हनुमान विकराल रूप ना दिखाते,
सीता रह जाती वही,
राम उन्हें खोते,
राम जी के पुरे कोई,
काम नहीं होते।
राम जी के साथ जों,
हनुमान नहीं होते,
राम जी के पुरे कभी,
काम नहीं होते।।
Hanuman parvat uthakar na laate, Kaise Sanjeevan Sushen Ved paate, Praan jaate Lakshman ke, Ram rehte rote, Ram ji ke pure kabhi, Kaam nahin hote. Ram ji ke saath jo, Hanuman nahin hote, Ram ji ke pure kabhi, Kaam nahin hote.
Lanka mein gar Hanuman nahin jaate, Ram ki sharan mein Vibhishan na aate, Raavan se vijay Shri Ram nahin hote, Ram ji ke pure kabhi, Kaam nahin hote. Ram ji ke saath jo, Hanuman nahin hote, Ram ji ke pure kabhi, Kaam nahin hote.
Raavan ki Lanka agar na jalate, Hanuman vikraal roop na dikhate, Sita reh jaati wahi, Ram unhe khote, Ram ji ke pure koi, Kaam nahin hote. Ram ji ke saath jo, Hanuman nahin hote, Ram ji ke pure kabhi, Kaam nahin hote.