Dekho lekar ke kaavad, Hanuman aa rahe, Hanuman aa rahe, lag raha jaise, Shankar Bhagwan aa rahe.
देखो लेकर के कावड़ हनुमान आ रहे भजन
देखो लेकर के कावड़,
हनुमान आ रहे,
हनुमान आ रहे,
लग रहा जैसे,
शंकर भगवान आ रहे।।
है स्वयं ही हनुमान शंकर,
ला रहे गंगाजल देखो भरकर,
पार सागर को करते जो उड़कर,
आ रहे नंगे पैरों से चलकर,
तीनों लोकों में सबसे,
बलवान आ रहे,
हनुमान आ रहे,
लग रहा जैसे,
शंकर भगवान आ रहे
लेके कावड़ चले रूद्र धारी,
लग रही है छवि प्यारी प्यारी,
जैसे है वे स्वयं त्रिपुरारी,
ग्यारवे अंश के है अवतारी,
जैसे बन करके आंधी,
तूफान आ रहे,
हनुमान आ रहे,
लग रहा जैसे,
शंकर भगवान आ रहे।।
काँधे कावड़ गले रुद्रमाला,
लग रहा है पवनसुत निराला,
भोला है अंजनी का यह लाला,
भोले का रूप है भोला भाला,
कहता कैलाश शिव की,
पहचान आ रहे,
हनुमान आ रहे,
लग रहा जैसे,
शंकर भगवान आ रहे
देखो लेकर के कावड़,
हनुमान आ रहे,
हनुमान आ रहे,
लग रहा जैसे,
शंकर भगवान आ रहे।।
Hai swayam hi Hanuman Shankar, la rahe Gangajal dekho bharkar, paar saagar ko karte jo udkar, aa rahe nange pairon se chalkar, teenon lokon mein sabse, balwaan aa rahe, Hanuman aa rahe, lag raha jaise, Shankar Bhagwan aa rahe.
Leke kaavad chale Rudradhaari, lag rahi hai chhavi pyaari pyaari, jaise hai we swayam Tripurari, gyarhve ansh ke hai avtaari, jaise ban karke aandhi, toofaan aa rahe, Hanuman aa rahe, lag raha jaise, Shankar Bhagwan aa rahe.
Kaandhe kaavad gale Rudramaala, lag raha hai Pawansut niraala, bhola hai Anjani ka ye laala, bhole ka roop hai bhola bhaala, kehta Kailash Shiv ki, pehchaan aa rahe, Hanuman aa rahe, lag raha jaise, Shankar Bhagwan aa rahe.
Dekho lekar ke kaavad, Hanuman aa rahe, Hanuman aa rahe, lag raha jaise, Shankar Bhagwan aa rahe.