भजन

गणपति जी को प्रथम मनाना है भजन

गणपति जी को प्रथम मनाना है,

कीर्तन को सफल बनाना है,

शिव पारवती जी के प्यारे को,

कीर्तन में आज बुलाना है,

गणपति जी को प्रथम मनाना हैं,

कीर्तन को सफल बनाना है।।

दुनिया में देव हजारो है।

गणपति जी को प्रथम मनाने की,

देवों ने रीत चलाई है,

तीनो लोको में सबसे बड़े,

सब करते इनकी बढ़ाई है,

जो काम सभी करते आए,

हमको भी वही दोहराना है,

गणपति जी को प्रथम मनाना हैं,

कीर्तन को सफल बनाना है।।

कोई घृत सिंदूर चढ़ाते है,’

कोई लड्डुवन भोग लगाते है,

कोई मेवा थाल सजाते है,

कोई छप्पन भोग लगाते है,

जिस भोग से खुश हो जाए प्रभु,

हमको भी वही लगाना है,

गणपति जी को प्रथम मनाना हैं,

कीर्तन को सफल बनाना है।।

कीर्तन में सभी पधारे है,

बस इनका आना बाकी है,

सब मिल कर इनका ध्यान करो,

कितनी सुन्दर ये झांकी है,

जल्दी से बप्पा भ्रमण करो,

कबसे अखियां ये प्यासी है,

गणपति जी को प्रथम मनाना हैं,

कीर्तन को सफल बनाना है।।

गणपति जी को प्रथम मनाना है,

कीर्तन को सफल बनाना है,

शिव पारवती जी के प्यारे को,

कीर्तन में आज बुलाना है,

गणपति जी को प्रथम मनाना हैं,

कीर्तन को सफल बनाना है।।

Verse 1

Ganpati ji ko pratham manaana hai, Kirtan ko saphal banaana hai, Shiv Parvati ji ke pyaare ko, Kirtan mein aaj bulaana hai, Ganpati ji ko pratham manaana hai, Kirtan ko saphal banaana hai.

Verse 2

Duniya mein dev hazaaro hai. Ganpati ji ko pratham manaane ki, Devon ne reet chalaai hai, Teeno loko mein sabse bade, Sab karte inki badhaai hai, Jo kaam sabhi karte aaye, Humko bhi wahi doharaana hai, Ganpati ji ko pratham manaana hai, Kirtan ko saphal banaana hai.

Verse 3

Koi ghrit sindoor chadhaate hai, Koi ladduvan bhog lagaate hai, Koi mewa thaal sajaate hai, Koi chhappan bhog lagaate hai, Jis bhog se khush ho jaaye Prabhu, Humko bhi wahi lagaana hai, Ganpati ji ko pratham manaana hai, Kirtan ko saphal banaana hai.

Verse 4

Kirtan mein sabhi padhaare hai, Bas inka aana baaki hai, Sab milkar inka dhyaan karo, Kitni sundar ye jhaanki hai, Jaldi se Bappa bhraman karo, Kabse akhiyan ye pyaasi hai, Ganpati ji ko pratham manaana hai, Kirtan ko saphal banaana hai.

Verse 5

Ganpati ji ko pratham manaana hai, Kirtan ko saphal banaana hai, Shiv Parvati ji ke pyaare ko, Kirtan mein aaj bulaana hai, Ganpati ji ko pratham manaana hai, Kirtan ko saphal banaana hai.