Ganpati ke charnon mein, Dhyaan laga le re, Riddhi aur Siddhi, Tujhe sab mil jaaye re, Ganpati ke charno mein, Dhyaan laga le re.
गणपति के चरणों में ध्यान लगा ले रे भजन
गणपति के चरणों में,
ध्यान लगा ले रे,
रिद्धि और सिद्धि,
तुझे सब मिल जाए रे,
गणपति के चरणो में,
ध्यान लगा ले रे।।
प्रथम पूज्य तुम हो देवा,
करूँ नित्य तेरी सेवा,
मोदक भोग लगाना है,
बप्पा तुम्हे मनाना है,
नाचे और झूमे,
और तुम्हे मनाए रे,
गणपति के चरणो में,
ध्यान लगा ले रे।।
उत्सव तेरा मनाना है,
अपने घर में लाना है,
फूलो और कलियों से,
मंदिर तेरा सजाना है,
ढोलक और छेणा,
मृदंग बजाए रे,
गणपति के चरणो में,
ध्यान लगा ले रे।।
गौरा माँ के प्यारे है,
शिव के राज दुलारे है,
इस कलयुग में भक्तो के,
ये ही सच्चे सहारे है,
भव में हो नैया,
यही पार लगाए रे,
गणपति के चरणो में,
ध्यान लगा ले रे।।
इनकी शरण में आओगे,
सुख सम्रद्धि पाओगे,
भव सागर से तरना है,
इनका दर्शन करना है,
ज़िन्दगी में तेरे,
खुशियाँ भर जाए रे,
गणपति के चरणो में,
ध्यान लगा ले रे।।
गणपति के चरणों में,
ध्यान लगा ले रे,
रिद्धि और सिद्धि,
तुझे सब मिल जाए रे,
गणपति के चरणो में,
ध्यान लगा ले रे।।
Pratham poojya tum ho Deva, Karoon nitya teri seva, Modak bhog lagaana hai, Bappa tumhe manaana hai, Naache aur jhoome, Aur tumhe manaaye re, Ganpati ke charno mein, Dhyaan laga le re.
Utsav tera manaana hai, Apne ghar mein laana hai, Phoolo aur kaliyon se, Mandir tera sajaana hai, Dholak aur chhena, Mridang bajaaye re, Ganpati ke charno mein, Dhyaan laga le re.
Gaura Maa ke pyaare hai, Shiv ke raj dulare hai, Is Kalyug mein bhakto ke, Ye hi sachche sahaare hai, Bhav mein ho naiya, Yahi paar lagaaye re, Ganpati ke charno mein, Dhyaan laga le re.
Inki sharan mein aaoge, Sukh samriddhi paaoge, Bhav saagar se tarna hai, Inka darshan karna hai, Zindagi mein tere, Khushiyaan bhar jaaye re, Ganpati ke charno mein, Dhyaan laga le re.
Ganpati ke charnon mein, Dhyaan laga le re, Riddhi aur Siddhi, Tujhe sab mil jaaye re, Ganpati ke charno mein, Dhyaan laga le re.