Teeno lok mein naam mahan, Hai Bhole Shankar ka, Shankar ka ji Bhole ka, Shankar ka ji Bhole ka, Teeno lok mein naam mahan, Hai Bhole Shankar ka.
तीनो लोक में नाम महान है भोले शंकर का भजन
तीनो लोक में नाम महान,
है भोले शंकर का,
शंकर का जी भोले का,
शंकर का जी भोले का,
तीनो लोक में नाम महान,
है भोले शंकर का।।
कोई कहे कैलाशपति है,
कोई कहे कैलाशपति है,
बड़ा सुन्दर वो अस्थान,
है भोले शंकर का,
तीनो लोक मे नाम महान,
है भोले शंकर का।।
कोई कहे उन्हें गौरी शंकर,
कोई कहे उन्हें गौरी शंकर,
दो रूप में एक समान,
है भोले शंकर का,
तीनो लोक मे नाम महान,
है भोले शंकर का।।
कोई कहे जटाधारी उनको,
कोई कहे जटाधारी उनको,
करे भक्तो का कल्याण,
है भोले शंकर का,
तीनो लोक मे नाम महान,
है भोले शंकर का।।
कोई कहे औघड़ बम भोले,
कोई कहे औघड़ बम भोले,
है भांग धतूरा पान,
है भोले शंकर का,
तीनो लोक मे नाम महान,
है भोले शंकर का।।
तीनो लोक में नाम महान,
है भोले शंकर का,
शंकर का जी भोले का,
शंकर का जी भोले का,
तीनो लोक मे नाम महान,
है भोले शंकर का।।
Koi kahe Kailashpati hai, Koi kahe Kailashpati hai, Bada sundar wo asthan, Hai Bhole Shankar ka, Teeno lok mein naam mahan, Hai Bhole Shankar ka.
Koi kahe unhe Gauri Shankar, Koi kahe unhe Gauri Shankar, Do roop mein ek samaan, Hai Bhole Shankar ka, Teeno lok mein naam mahan, Hai Bhole Shankar ka.
Koi kahe Jatadhari unko, Koi kahe Jatadhari unko, Kare bhakto ka kalyan, Hai Bhole Shankar ka, Teeno lok mein naam mahan, Hai Bhole Shankar ka.
Koi kahe Aughad Bam Bhole, Koi kahe Aughad Bam Bhole, Hai bhaang dhatura paan, Hai Bhole Shankar ka, Teeno lok mein naam mahan, Hai Bhole Shankar ka.
Teeno lok mein naam mahan, Hai Bhole Shankar ka, Shankar ka ji Bhole ka, Shankar ka ji Bhole ka, Teeno lok mein naam mahan, Hai Bhole Shankar ka.