भजन

शिव नाथ चरणों में तेरे कोटि कोटि प्रणाम है

शिव नाथ चरणों में तेरे,

कोटि कोटि प्रणाम है।।

तेरी

कृपा का न अंत है,

दीनों पे तू दयावंत है,

तू विश्व रूप अनंत है,

देवों का भी भगवंत है,

गंगा जटा के बीच में,

कैलाश तेरा धाम है,

शिव नाथ चरणो मे तेरे,

कोटि कोटि प्रणाम है।।

तुम आसमा में चांद तारे,

मैं धरा पे धूल हूँ,

तुम शक्तिमान हो विश्व में,

मुरझाया सा मैं फूल हूँ,

हम राह में भटके पथिक,

और तुम प्रभु विश्राम हो,

शिव नाथ चरणो मे तेरे,

कोटि कोटि प्रणाम है।।

तेरा द्वार शांति से भरा,

हम भक्त तेरे अभिन्न है,

प्रभु तू सभी में एक है,

फिर भी लगे क्यूँ भिन्न है,

प्रभु तू ही तू सब विश्व में,

और तू ही सुबह शाम है,

शिव नाथ चरणो मे तेरे,

कोटि कोटि प्रणाम है।।

तू देवता हम दास तेरे,

दीप हम तू ज्योति है,

धागा हैं हम सब माल के,

और आप उसके मोती है,

‘राजेन्द्र’ शिव ही सत्य है,

और शिव ही आनंद धाम है,

शिव नाथ चरणो मे तेरे,

कोटि कोटि प्रणाम है।।

शिव नाथ चरणों में तेरे,

कोटि कोटि प्रणाम है।।

Verse 1

Shiv Nath charnon mein tere, Koti koti pranam hai.

Verse 2

Teri Kripa ka na ant hai, Deenon pe tu dayavant hai, Tu vishwa roop anant hai, Devon ka bhi bhagwant hai, Ganga jata ke beech mein, Kailash tera dhaam hai, Shiv Nath charno mein tere, Koti koti pranam hai.

Verse 3

Tum aasma mein chaand taare, Main dhara pe dhool hoon, Tum shaktimaan ho vishwa mein, Murjhaya sa main phool hoon, Hum raah mein bhatke pathik, Aur tum prabhu vishraam ho, Shiv Nath charno mein tere, Koti koti pranam hai.

Verse 4

Tera dwaar shanti se bhara, Hum bhakt tere abhinn hai, Prabhu tu sabhi mein ek hai, Phir bhi lage kyun bhinn hai, Prabhu tu hi tu sab vishwa mein, Aur tu hi subah shaam hai, Shiv Nath charno mein tere, Koti koti pranam hai.

Verse 5

Tu devta hum daas tere, Deep hum tu jyoti hai, Dhaaga hain hum sab maal ke, Aur aap uske moti hai, 'Rajendra' Shiv hi satya hai, Aur Shiv hi anand dhaam hai, Shiv Nath charno mein tere, Koti koti pranam hai.

Verse 6

Shiv Nath charnon mein tere, Koti koti pranam hai.

अन्य भजन संग्रह भी देखें: गणेश भजन → · हनुमान भजन →