भजन

शिव भोले की कृपा से दुनिया ये चल रही है भजन

शिव भोले की कृपा से,

दुनिया ये चल रही है,

भक्तों की सोई किस्मत,

भक्तों की सोई किस्मत,

पल में बदल रही है,

शिव भोलें की कृपा से,

दुनिया ये चल रही है।।

हुआ जब समुद्र मंथन,

निकाला था विष हलाहल,

पी गए थे विष को सारे,

तुम नील कंठ बनकर

भोले की देख लीला,

भोले की देख लीला,

हैरान हो रही है,

शिव भोलें की कृपा से,

दुनिया ये चल रही है।।

आकाश से जो निकली,

गंगा की तेज धारा,

किया था जटा में धारण,

पृथ्वी को था उबारा,

पीछे तो भागीरथ के,

पीछे तो भागीरथ के,

माँ गंगा चल रही है,

शिव भोलें की कृपा से,

दुनिया ये चल रही है।।

असुरो को वर है देते,

कहलाते हो भंडारी,

भस्मासुर और जलंधर,

वरदान पाए भारी,

रावण ने पाई लंका,

रावण ने पाई लंका,

किस्मत बदल रही है,

शिव भोलें की कृपा से,

दुनिया ये चल रही है।।

धन धान सबको बाटें,

खुद हाल है फकीरी,

दिया सोना चाँदी सबको,

मृगछाल खुद लपेटी,

तेरी कृपा से दुनिया,

तेरी कृपा से दुनिया,

भंडार भर रही है,

शिव भोलें की कृपा से,

दुनिया ये चल रही है।।

शिव भोले की कृपा से,

दुनिया ये चल रही है,

भक्तों की सोई किस्मत,

भक्तों की सोई किस्मत,

पल में बदल रही है,

शिव भोलें की कृपा से,

दुनिया ये चल रही है।।

Verse 1

Shiv Bhole ki kripa se, Duniya ye chal rahi hai, Bhakton ki soi kismat, Bhakton ki soi kismat, Pal mein badal rahi hai, Shiv Bhole ki kripa se, Duniya ye chal rahi hai.

Verse 2

Hua jab samudra manthan, Nikala tha vish halaahal, Pi gaye the vish ko saare, Tum Neelkanth bankar Bhole ki dekh leela, Bhole ki dekh leela, Hairan ho rahi hai, Shiv Bhole ki kripa se, Duniya ye chal rahi hai.

Verse 3

Aakash se jo nikli, Ganga ki tez dhara, Kiya tha jata mein dharan, Prithvi ko tha ubhaara, Peeche to Bhagirath ke, Peeche to Bhagirath ke, Maa Ganga chal rahi hai, Shiv Bhole ki kripa se, Duniya ye chal rahi hai.

Verse 4

Asuron ko var hai dete, Kehlaate ho Bhandari, Bhasmasur aur Jalandhar, Vardaan paaye bhaari, Ravan ne paayi Lanka, Ravan ne paayi Lanka, Kismat badal rahi hai, Shiv Bhole ki kripa se, Duniya ye chal rahi hai.

Verse 5

Dhan dhaan sabko baante, Khud haal hai fakiri, Diya sona chaandi sabko, Mrigchhal khud lapeti, Teri kripa se duniya, Teri kripa se duniya, Bhandaar bhar rahi hai, Shiv Bhole ki kripa se, Duniya ye chal rahi hai.

Verse 6

Shiv Bhole ki kripa se, Duniya ye chal rahi hai, Bhakton ki soi kismat, Bhakton ki soi kismat, Pal mein badal rahi hai, Shiv Bhole ki kripa se, Duniya ye chal rahi hai.

अन्य भजन संग्रह भी देखें: गणेश भजन → · हनुमान भजन →