भजन

शिव अद्भुत रूप बनाए जब ब्याह रचाने आए भजन

शिव अद्भुत रूप बनाए,

जब ब्याह रचाने आए।।

भुत बेताल थे,

संग में चंडाल थे,

भुत बेताल थे,

संग में चंडाल थे,

कैसी बारात शंकर सजाए,

जब ब्याह रचाने आए।

शिव अदभुत रूप बनाए ,

जब ब्याह रचाने आए।।

लंगड़े-लूले भी थे,

अंधे काणे भी थे,

लंगड़े-लूले भी थे,

अंधे काणे भी थे,

शुक्र शनिचर को भी संग लाये,

जब ब्याह रचाने आए।

शिव अदभुत रूप बनाए ,

जब ब्याह रचाने आए।।

आए सब देवता,

पाए जब नेवता,

आए सब देवता,

पाए जब नेवता,

देवियों को भी संग में बुलाए,

जब ब्याह रचाने आए।

शिव अदभुत रूप बनाए ,

जब ब्याह रचाने आए।।

लोग डरने लगे,

और ये कहने लगे,

लोग डरने लगे,

और ये कहने लगे,

रूप कैसा गजब बनाए,

जब ब्याह रचाने आए।

शिव अदभुत रूप बनाए ,

जब ब्याह रचाने आए।।

बोलो सत्यम शिवम्,

है वही सुन्दरम,

बोलो सत्यम शिवम्,

है वही सुन्दरम,

गोरा के मन को भाए,

जब ब्याह रचाने आए।

शिव अदभुत रूप बनाए ,

जब ब्याह रचाने आए।।

शिव अद्भुत रूप बनाए ,

जब ब्याह रचाने आए।।

Verse 1

Shiv adbhut roop banaaye, Jab byaah rachaane aaye.

Verse 2

Bhoot betaal the, Sang mein chandaal the, Bhoot betaal the, Sang mein chandaal the, Kaisi baraat Shankar sajaaye, Jab byaah rachaane aaye, Shiv adbhut roop banaaye, Jab byaah rachaane aaye.

Verse 3

Langde-loole bhi the, Andhe kaane bhi the, Langde-loole bhi the, Andhe kaane bhi the, Shukra Shanichar ko bhi sang laaye, Jab byaah rachaane aaye, Shiv adbhut roop banaaye, Jab byaah rachaane aaye.

Verse 4

Aaye sab devta, Paaye jab newta, Aaye sab devta, Paaye jab newta, Deviyon ko bhi sang mein bulaaye, Jab byaah rachaane aaye, Shiv adbhut roop banaaye, Jab byaah rachaane aaye.

Verse 5

Log darne lage, Aur ye kehne lage, Log darne lage, Aur ye kehne lage, Roop kaisa gazab banaaye, Jab byaah rachaane aaye, Shiv adbhut roop banaaye, Jab byaah rachaane aaye.

Verse 6

Bolo Satyam Shivam, Hai wahi Sundaram, Bolo Satyam Shivam, Hai wahi Sundaram, Gaura ke man ko bhaaye, Jab byaah rachaane aaye, Shiv adbhut roop banaaye, Jab byaah rachaane aaye.

Verse 7

Shiv adbhut roop banaaye, Jab byaah rachaane aaye.

अन्य भजन संग्रह भी देखें: गणेश भजन → · हनुमान भजन →