Shankar Bhole Bhandari, Tum jan jan ke hitkari, Tum jan jan ke hitkari, Tum jan jan ke hitkari, Shankar Bhole Bhandari, Tum jan jan ke hitkari.
शंकर भोले भंडारी तुम जन जन के हितकारी
शंकर भोले भंडारी,
तुम जन जन के हितकारी,
तुम जन जन के हितकारी,
तुम जन जन के हितकारी,
शंकर भोलें भंडारी,
तुम जन जन के हितकारी।।
गंगा की धार जटाओं में,
माथे पर चंद्र कलाओं में,
माला सर्पों की डारी,
तुम जन जन के हितकारी,
शंकर भोलें भंडारी,
तुम जन जन के हितकारी।
जब सागर मंथन होने लगा,
तब काल कूट विष था निकला,
बन गई मुसीबत भारी,
तुम जन जन के हितकारी,
शंकर भोलें भंडारी,
तुम जन जन के हितकारी।
देवों की करुण पुकार हुई,
कैलाशपति
के द्वार हुई,
सुन भए विकल त्रिपुरारी,
तुम जन जन के हितकारी,
शंकर भोलें भंडारी,
तुम जन जन के हितकारी।
डम डम डम डमरु बाज उठा,
अमृत देवों को दान दिया,
शिव ऐसे परउपकारी,
तुम जन जन के हितकारी,
शंकर भोलें भंडारी,
तुम जन जन के हितकारी।
शंकर भोले भंडारी,
तुम जन जन के हितकारी,
तुम जन जन के हितकारी,
तुम जन जन के हितकारी,
शंकर भोलें भंडारी,
तुम जन जन के हितकारी।।
Ganga ki dhaar jataon mein, Maathe par chandra kalaon mein, Mala sarpon ki daari, Tum jan jan ke hitkari, Shankar Bhole Bhandari, Tum jan jan ke hitkari.
Jab sagar manthan hone laga, Tab kaal koot vish tha nikla, Ban gayi museebat bhaari, Tum jan jan ke hitkari, Shankar Bhole Bhandari, Tum jan jan ke hitkari.
Devon ki karun pukar hui, Kailashpati Ke dwaar hui, Sun bhaye vikal Tripurari, Tum jan jan ke hitkari, Shankar Bhole Bhandari, Tum jan jan ke hitkari.
Dam dam dam damru baaj utha, Amrit devon ko daan diya, Shiv aise paropkari, Tum jan jan ke hitkari, Shankar Bhole Bhandari, Tum jan jan ke hitkari.
Shankar Bhole Bhandari, Tum jan jan ke hitkari, Tum jan jan ke hitkari, Tum jan jan ke hitkari, Shankar Bhole Bhandari, Tum jan jan ke hitkari.