Na kothi na bangla, Na mujhe car chahiye, Mujhe to Ujjain ke Mahakal, Ka deedar chahiye.
मुझे तो उज्जैन के महाकाल का दीदार चाहिए
ना कोठी ना बंगला,
ना मुझे कार चाहिए,
मुझे तो
उज्जैन के
महाकाल,
का दीदार चाहिए।।
दुनिया के सब झूठे रिश्ते,
मेरे समझ ना आवे,
जब से देखा उज्जैन में,
महाकाल नजर ही आवे,
नंदी के असवार की,
दरकार चाहिए,
मुझें तो उज्जैन के महाकाल,
का दीदार चाहिए।।
हर सावन में उज्जैन नगरी,
कावड़ लेकर आऊं,
झूम झूम के महाकाल के,
भजनों में खो जाऊं,
महाकाल के भक्तों में,
मेरा नाम चाहिए,
मुझें तो उज्जैन के महाकाल,
का दीदार चाहिए।।
‘संजय अमन’ तो महाकाल से,
इतनी अर्ज लगावे,
दुनिया चाहे रूठे हमसे,
भोले तू अपनाले,
महाकाल के चरणों में,
स्थान चाहिए,
मुझें तो उज्जैन के महाकाल,
का दीदार चाहिए।।
ना कोठी ना बंगला,
ना मुझे कार चाहिए,
मुझे तो उज्जैन के महाकाल,
का दीदार चाहिए।।
Duniya ke sab jhoothe rishte, Mere samajh na aave, Jab se dekha Ujjain mein, Mahakal nazar hi aave, Nandi ke aswar ki, Darkaar chahiye, Mujhe to Ujjain ke Mahakal, Ka deedar chahiye.
Har Sawan mein Ujjain nagri, Kawad lekar aaun, Jhoom jhoom ke Mahakal ke, Bhajno mein kho jaun, Mahakal ke bhakton mein, Mera naam chahiye, Mujhe to Ujjain ke Mahakal, Ka deedar chahiye.
'Sanjay Aman' to Mahakal se, Itni arz lagave, Duniya chahe roothe humse, Bhole tu apnale, Mahakal ke charno mein, Sthan chahiye, Mujhe to Ujjain ke Mahakal, Ka deedar chahiye.
Na kothi na bangla, Na mujhe car chahiye, Mujhe to Ujjain ke Mahakal, Ka deedar chahiye.