भजन

जिसकी रक्षा भोलेनाथ करे भजन

जो भोलेनाथ की कावड़ लावे,

मेरा भोलेनाथ

भण्डार भरे,

उसका बाल भी बांका काल करे ना,

जिसकी रक्षा भोलेनाथ करे,

जिसकी रक्षा भोलेनाथ करें।।

सावन में जो गंगाजी में,

जाके डुबकी लावे है,

नीलकंठ महादेव के ऊपर,

जाकर जल चढ़ावे है,

जो सच्चे मन से कावड़ ठावे,

मेरा भोला बाबा मेहर करे,

उसका बाल भी बांका काल करे ना,

जिसकी रक्षा भोलेनाथ करें।।

सच्चे तन से सच्चे मन से,

भोले की धुन में मगन रहवे,

ध्यान लगा के देख जरा,

यो भोला तेरे संग चले,

कितने भी फेर संकट आओ,

यो भोला बाबा दूर करे,

उसका बाल भी बांका काल करे ना,

जिसकी रक्षा भोलेनाथ करें।।

सावन में जो रोज सुबह उठ,

भोले की पूजा पाठ करे,

दूध और बेलपत्र चढ़ा,

भोले बाबा का ध्यान धरे,

जो ॐ नमो शिव जाप करे,

मेरा भोले बाबा ठाठ करे,

उसका बाल भी बांका काल करे ना,

जिसकी रक्षा भोलेनाथ करें।।

मेरे भोलेनाथ की महिमा न्यारी,

कैसे में गुणगान करू,

हाथ जोड़ के सच्चे मन से,

शिव शंकर ध्यान धरूं,

हो ‘सिंगला’ पे भी कृपा करदे,

यो भी तेरा गुणगान करे,

उसका बाल भी बांका काल करे ना,

जिसकी रक्षा भोलेनाथ करें।।

जो भोलेनाथ की कावड़ लावे,

मेरा भोलेनाथ भण्डार भरे,

उसका बाल भी बांका काल करे ना,

जिसकी रक्षा भोलेनाथ करे,

जिसकी रक्षा भोलेनाथ करें।।

Verse 1

Jo Bholenath ki kawad lawe, Mera Bholenath, Bhandar bhare, Uska baal bhi baanka kaal kare na, Jiski raksha Bholenath kare, Jiski raksha Bholenath karein.

Verse 2

Sawan mein jo Gangaji mein, Jaake dubki laave hai, Neelkanth Mahadev ke upar, Jaakar jal chadhave hai, Jo sacche man se kawad thaave, Mera Bhola baba mehar kare, Uska baal bhi baanka kaal kare na, Jiski raksha Bholenath karein.

Verse 3

Sacche tan se sacche man se, Bhole ki dhun mein magan rahve, Dhyan laga ke dekh zara, Yo Bhola tere sang chale, Kitne bhi fer sankat aao, Yo Bhola baba door kare, Uska baal bhi baanka kaal kare na, Jiski raksha Bholenath karein.

Verse 4

Sawan mein jo roz subah uth, Bhole ki pooja paath kare, Doodh aur belpatra chadha, Bhole baba ka dhyan dhare, Jo Om Namo Shiv jaap kare, Mera Bhole baba thaat kare, Uska baal bhi baanka kaal kare na, Jiski raksha Bholenath karein.

Verse 5

Mere Bholenath ki mahima nyaari, Kaise mein gungaan karoon, Haath jod ke sacche man se, Shiv Shankar dhyan dharoon, Ho 'Singla' pe bhi kripa karde, Yo bhi tera gungaan kare, Uska baal bhi baanka kaal kare na, Jiski raksha Bholenath karein.

Verse 6

Jo Bholenath ki kawad lawe, Mera Bholenath bhandar bhare, Uska baal bhi baanka kaal kare na, Jiski raksha Bholenath kare, Jiski raksha Bholenath karein.

अन्य भजन संग्रह भी देखें: गणेश भजन → · हनुमान भजन →