Har janam tera hoke rahoon Shankara, Tu chahe vahi main karoon Shankara, Har janam tera hoke rahoon Shankara.
हर जनम तेरा होके रहूं शंकरा भजन
हर जनम तेरा होके रहूं शंकरा,
तू चाहे वही मैं करुं शंकरा,
हर जन्म तेरा होके रहूं शंकरा।।
मैं कही भी रहूं काम कुछ भी करुं,
काम कुछ भी करूं काम कुछ भी करुं,
तेरे चरणों का वंदन मैं करता रहूं,
करता रहूं वंदन करता रहूं,
नाम हर पल तेरा मैं जपूं शंकरा,
हर जन्म तेरा होके रहूं शंकरा।।
तेरे चरणों का अमृत मिलता रहे,
मिलता रहे चरणामृत मिलता रहे,
जीवन तेरी रजा में मेरा चलता रहे,
चलता रहे जीवन चलता रहे,
तू खुशी दे या गम में सहूं शंकरा,
हर जन्म तेरा होके रहूं शंकरा।।
जब अनाड़ी की आएगी अंतिम घड़ी,
आए अंतिम घड़ी आए अंतिम घड़ी,
तब मेरे साथ हो ना कोई गड़बड़ी,
ना कोई गड़बड़ी ना कोई गड़बड़ी,
राख बन गंगाजल में बहूं शंकरा,
हर जन्म तेरा होके रहूं शंकरा।।
हर जनम तेरा होके रहूं शंकरा,
तू चाहे वही मैं करुं शंकरा,
हर जन्म तेरा होके रहूं शंकरा।।
Main kahi bhi rahoon kaam kuchh bhi karoon, Kaam kuchh bhi karoon kaam kuchh bhi karoon, Tere charno ka vandan main karta rahoon, Karta rahoon vandan karta rahoon, Naam har pal tera main japoon Shankara, Har janam tera hoke rahoon Shankara.
Tere charno ka amrit milta rahe, Milta rahe charnamrit milta rahe, Jeevan teri raza mein mera chalta rahe, Chalta rahe jeevan chalta rahe, Tu khushi de ya gam mein sahoon Shankara, Har janam tera hoke rahoon Shankara.
Jab anadi ki aayegi antim ghadi, Aaye antim ghadi aaye antim ghadi, Tab mere saath ho na koi gadbadi, Na koi gadbadi na koi gadbadi, Raakh ban Gangajal mein bahoon Shankara, Har janam tera hoke rahoon Shankara.
Har janam tera hoke rahoon Shankara, Tu chahe vahi main karoon Shankara, Har janam tera hoke rahoon Shankara.