Galiyan jara saja do, Mahakal aa rahe hai.
गलियां जरा सजा दो महाकाल आ रहे है
गलियां जरा सजा दो,
महाकाल आ रहे है।
दोहा – महाकाल की सवारी,
निकली भ्रमण को आज,
राहें जरा सजा लो,
आ रहे राजाधिमहाराज,
आ रहे राजाधिमहाराज।
गलियां जरा सजा दो,
महाकाल आ रहे है,
श्रद्धा से सर झुका लो,
महाकाल आ रहे है,
गलियाँ जरा सजा दो,
महाकाल आ रहे है।
ले आए भक्त उनकी,
लो पालकी सजा कर,
दूल्हा बने है
देखो,
महाकाल भोले शंकर,
तुम भी अरज लगा लो,
तुम भी अरज लगा लो,
महाकाल आ रहे है,
गलियाँ जरा सजा दो,
महाकाल आ रहे है।
है देवी देव सारे,
दर्शन को आज आए,
महाकाल को गगन से,
सुमन रहे बरसाए,
लो आरती उतारो,
महाकाल आ रहे है,
गलियाँ जरा सजा दो,
महाकाल आ रहे है।
नगर भ्रमण को निकले,
श्रष्टि के आज राजा,
सब झूमो नाचो गाओ,
जम के बजाओ बाजा,
खुशियां जरा मना लो,
महाकाल आ रहे है,
गलियाँ जरा सजा दो,
महाकाल आ रहे है।
महाकाल राजा आए,
लेने है खैर सबकी,
घर घर की सुन रहे है,
देखो रे टेर सबकी,
चलो आओ दरश पा लो,
महाकाल आ रहे है,
गलियाँ जरा सजा दो,
महाकाल आ रहे है।
‘शहनाज़’ की भी सुन लो,
उज्जैन वाले बाबा,
‘प्रतिक’ की किस्मत का,
खोलो जरा दरवाजा,
अब तुम भी दर पे आओ,
महाकाल आ रहे है,
गलियाँ जरा सजा दो,
महाकाल आ रहे है।
गलियां जरा सजा दो,
महाकाल आ रहे है,
श्रद्धा से सर झुका लो,
महाकाल आ रहे है,
गलियाँ जरा सजा दो,
महाकाल आ रहे है।
Doha – Mahakal ki sawari, Nikli bhraman ko aaj, Rahein jara saja lo, Aa rahe rajadhimaharaj, Aa rahe rajadhimaharaj.
Galiyan jara saja do, Mahakal aa rahe hai, Shraddha se sar jhuka lo, Mahakal aa rahe hai, Galiyan jara saja do, Mahakal aa rahe hai.
Le aaye bhakt unki, Lo palki saja kar, Dulha bane hai Dekho, Mahakal Bhole Shankar, Tum bhi araj laga lo, Tum bhi araj laga lo, Mahakal aa rahe hai, Galiyan jara saja do, Mahakal aa rahe hai.
Hai devi dev saare, Darshan ko aaj aaye, Mahakal ko gagan se, Suman rahe barsaaye, Lo aarti utaro, Mahakal aa rahe hai, Galiyan jara saja do, Mahakal aa rahe hai.
Nagar bhraman ko nikle, Shrishti ke aaj raja, Sab jhoomo naacho gaao, Jam ke bajao baja, Khushiyan jara mana lo, Mahakal aa rahe hai, Galiyan jara saja do, Mahakal aa rahe hai.
Mahakal raja aaye, Lene hai khair sabki, Ghar ghar ki sun rahe hai, Dekho re ter sabki, Chalo aao darash pa lo, Mahakal aa rahe hai, Galiyan jara saja do, Mahakal aa rahe hai.
'Shahnaz' ki bhi sun lo, Ujjain wale Baba, 'Pratik' ki kismat ka, Kholo jara darwaza, Ab tum bhi dar pe aao, Mahakal aa rahe hai, Galiyan jara saja do, Mahakal aa rahe hai.
Galiyan jara saja do, Mahakal aa rahe hai, Shraddha se sar jhuka lo, Mahakal aa rahe hai, Galiyan jara saja do, Mahakal aa rahe hai.