Dam dam damru bajaao, Ki Bhole thoda naach ke dikhao. Dam dam damru bajaao aaa-2, Ki Bhole thoda naach ke dikhao. Naach ke dikhao Bhole, Naach ke dikhao, Sang sang Nandi ko nachao. Ki Bhole...
डम डम डमरू बजाओ कि भोले थोड़ा नाच के दिखाओ भजन
डम डम डमरू बजाओ,
कि भोले थोड़ा नाच के दिखाओ।
डम डम डमरू बजाओ ऽऽऽ–2,
कि भोले थोड़ा नाच के दिखाओ।
नाच के दिखाओ भोले,
नाच के दिखाओ,
संग संग नन्दी को नचाओ॥ कि भोले …
घोट के भंगिया हम भर लाये प्याली,
पी लो भांग आपकी आँखोँ मेँ छा जाये लाली,
भांग भक्ति की – 2 हमेँ भी पिलाओ॥१॥
कि भोले थोड़ा …
आई आज शिवरात्रि आज बड़ी शुभ ये रत है,
दर पे नाचेँगे हम आज सारी सारी रात है,
भोले जी आप भी – 2 ठुमका लगाओ॥२॥
कि भोले थोड़ा …
नाचे जब शंकर जी देव सब देखने आयेँ,
होके खुश सारे गगन से फूल बरसायेँ,
प्रभु जरा – 2 नाच फिर से दिखाओ॥३॥
कि भोले थोड़ा …
शिव शम्भु हैँ ये देव बड़े सबसे निराले,
भांग के नशे मेँ भक्तोँ को वर दे डाले,
‘खेदड़’ तुम भी – 2 इनको रिझाओ॥४॥
कि भोले थोड़ा …
डम डम डमरू बजाओ ऽऽऽ–2,
कि भोले थोड़ा नाच के दिखाओ।
नाच के दिखाओ भोले,
नाच के दिखाओ,
संग संग नन्दी को नचाओ॥ कि भोले …
Ghot ke bhangiya hum bhar laaye pyaali, Pi lo bhaang aapki aankhon mein chha jaaye laali, Bhaang bhakti ki - 2 hamein bhi pilao. Ki Bhole thoda...
Aayi aaj Shivratri aaj badi shubh ye raat hai, Dar pe naachenge hum aaj saari saari raat hai, Bhole ji aap bhi - 2 thumka lagao. Ki Bhole thoda...
Naache jab Shankar ji dev sab dekhne aayen, Hoke khush saare gagan se phool barsaayen, Prabhu zara - 2 naach phir se dikhao. Ki Bhole thoda...
Shiv Shambhu hain ye dev bade sabse nirale, Bhaang ke nashe mein bhakton ko var de daale, 'Khedad' tum bhi - 2 inko rijhao. Ki Bhole thoda...
Dam dam damru bajaao aaa-2, Ki Bhole thoda naach ke dikhao. Naach ke dikhao Bhole, Naach ke dikhao, Sang sang Nandi ko nachao. Ki Bhole...