भजन

चलता चल रे भक्ता महाकाल सवारी में

चलता चल रे भक्ता,

महाकाल

सवारी में।

दोहा – अकाल मृत्यु वो मरे,

जो काम करे चांडाल का,

काल भी उसका क्या करे,

जो भक्त हो महाकाल का।

चलता चल रे भक्ता,

महाकाल सवारी में,

भक्तो की है भीड़ लगी,

महाकाल सवारी में।

तू रामघाट पे चल,

और भरले शिप्रा जल,

शिव का अभिषेक करे,

महाकाल सवारी में,

चलता चल रे भक्तां,

महाकाल सवारी में।

तू शिव शिव रटता चल,

अब छोड़ कपट और छल,

मुक्ति का है द्वार खुला,

महाकाल सवारी में,

चलता चल रे भक्तां,

महाकाल सवारी में।

भोले बड़े दानी है,

वो जग के स्वामी है,

यह बरसे कृपा उनकी,

महाकाल सवारी में,

चलता चल रे भक्तां,

महाकाल सवारी में।

चलता चल रे भक्तां,

महाकाल सवारी में,

भक्तो की है भीड़ लगी,

महाकाल सवारी में।

Verse 1

Chalta chal re bhakta, Mahakal sawari mein.

Verse 2

Doha - Akaal mrityu wo mare, jo kaam kare chandal ka, Kaal bhi uska kya kare, jo bhakt ho Mahakal ka.

Verse 3

Chalta chal re bhakta, Mahakal sawari mein, Bhakto ki hai bheed lagi, Mahakal sawari mein.

Verse 4

Tu Ramghat pe chal, aur bharle Shipra jal, Shiv ka abhishek kare, Mahakal sawari mein, Chalta chal re bhakta, Mahakal sawari mein.

Verse 5

Tu Shiv Shiv ratta chal, ab chhod kapat aur chhal, Mukti ka hai dwaar khula, Mahakal sawari mein, Chalta chal re bhakta, Mahakal sawari mein.

Verse 6

Bhole bade daani hai, wo jag ke swami hai, Yeh barse kripa unki, Mahakal sawari mein, Chalta chal re bhakta, Mahakal sawari mein.

Verse 7

Chalta chal re bhakta, Mahakal sawari mein, Bhakto ki hai bheed lagi, Mahakal sawari mein.

अन्य भजन संग्रह भी देखें: गणेश भजन → · हनुमान भजन →