भजन

भोलेनाथ को मनाने हम भी आए हैं भजन

भोलेनाथ को मनाने,

हम भी आए हैं,

हम भी आए हैं रे भक्तो,

हम भी आए हैं,

हर की पैड़ी पर गोता खाने,

हम भी आए हैं।।

पहन कर हम केसरीया चोला,

शिव की नगरी चाल पड़े,

बम बम के जयकारों से हम,

शिव शम्भू का ध्यान करें,

हर की पैड़ी पर गोता खाने,

हम भी आए हैं।।

तीन लोक का स्वामी है शिव,

श्रृष्टि का रखवाला है,

नील कंठ कहलाया जब वो,

पीता विष का प्याला है,

नील कंठ के दर्शन पाने,

हम भी आए हैं।।

जब जब पाप बढ़ा धरती पर,

शिव ने करी सहाई है,

दुष्टों को है मार गिराता,

सेवक की लाज बचाई है,

भोलै शंकर को मनाने,

‘सुरेन्द्र’ हम भी आए हैं।।

भोलेनाथ को मनाने,

हम भी आए हैं,

हम भी आए हैं रे भक्तो,

हम भी आए हैं,

हर की पैड़ी पर गोता खाने,

हम भी आए हैं।।

Verse 1

Bholenath ko manane, Hum bhi aaye hain, Hum bhi aaye hain re bhakto, Hum bhi aaye hain, Har Ki Pauri par gota khane, Hum bhi aaye hain.

Verse 2

Pehan kar hum kesariya chola, Shiv ki nagri chaal pade, Bam Bam ke jaikaron se hum, Shiv Shambhu ka dhyan karen, Har Ki Pauri par gota khane, Hum bhi aaye hain.

Verse 3

Teen lok ka swami hai Shiv, Srishti ka rakhwala hai, Neel Kanth kehlaya jab vo, Peeta vish ka pyala hai, Neel Kanth ke darshan pane, Hum bhi aaye hain.

Verse 4

Jab jab paap badha dharti par, Shiv ne kari sahai hai, Dushton ko hai maar girata, Sevak ki laaj bachai hai, Bhole Shankar ko manane, 'Surendra' hum bhi aaye hain.

Verse 5

Bholenath ko manane, Hum bhi aaye hain, Hum bhi aaye hain re bhakto, Hum bhi aaye hain, Har Ki Pauri par gota khane, Hum bhi aaye hain.

अन्य भजन संग्रह भी देखें: गणेश भजन → · हनुमान भजन →