Wo Ram dhun mein magan hai rahte, Lagan Prabhu ki laga rahe hai, Wo Ram ji ke charan mein rahte, Prabhu ke karaj bana rahe hai, Wo Ram dhun mein magan hai rahte, Lagan Prabhu ki laga rahe hai.
वो राम धुन में मगन है रहते लगन प्रभु की लगा रहे है भजन
वो राम धुन में मगन है रहते,
लगन प्रभु की लगा रहे है,
वो राम जी के चरण में रहते,
प्रभु के कारज बना रहे है,
वो राम धुन में मगन हैं रहते,
लगन प्रभु की लगा रहे है।।
वो राम लक्ष्मण काँधे बिठाए,
सुग्रीव के संग मैत्री कराए,
प्रभु मुद्रिका थी मुख में डाली,
वो लंका धाए सुधि सिया लाए,
निशानी माँ की दीजो प्रभु को,
प्रभु हदय से लगा रहे है,
वो राम धुन में मगन हैं रहते,
लगन प्रभु की लगा रहे है।।
लखन है मूर्छित है राम रोते,
बूटी सजीवन अब कौन लाए,
प्रभु लगन थी ह्रदय में धारी,
वो बूटी वाला पर्वत ले आए,
वो प्राण रक्षक बने लखन के,
हाथों से बूटी खिला रहे है,
वो राम धुन में मगन हैं रहते,
लगन प्रभु की लगा रहे है।।
नागों की पाश में प्रभुजी आए,
गरुड़ को लाए प्राण बचाए,
अहिरावण प्रभु को लेके भागा,
संघारा पापी पाताल धाए,
रंगा सिंदूरी तन अपना सारा,
प्रभु का चंदन लगा रहे है,
वो राम धुन में मगन हैं रहते,
लगन प्रभु की लगा रहे है।।
वो राम धुन में मगन है रहते,
लगन प्रभु की लगा रहे है,
वो राम जी के चरण में रहते,
प्रभु के कारज बना रहे है,
वो राम धुन में मगन हैं रहते,
लगन प्रभु की लगा रहे है।।
Wo Ram Lakshman kandhe bithaye, Sugriv ke sang maitri karaye, Prabhu mudrika thi mukh mein dali, Wo Lanka dhaye sudhi Siya laye, Nishani maa ki deejo Prabhu ko, Prabhu hriday se laga rahe hai, Wo Ram dhun mein magan hai rahte, Lagan Prabhu ki laga rahe hai.
Lakhan hai moorchit hai Ram rote, Booti sajeevan ab kaun laye, Prabhu lagan thi hriday mein dhari, Wo booti wala parvat le aaye, Wo pran rakshak bane Lakhan ke, Hathon se booti khila rahe hai, Wo Ram dhun mein magan hai rahte, Lagan Prabhu ki laga rahe hai.
Nagon ki paash mein Prabhuji aaye, Garud ko laye pran bachaye, Ahiravan Prabhu ko leke bhaga, Sanghara papi patal dhaye, Ranga sinduri tan apna sara, Prabhu ka chandan laga rahe hai, Wo Ram dhun mein magan hai rahte, Lagan Prabhu ki laga rahe hai.
Wo Ram dhun mein magan hai rahte, Lagan Prabhu ki laga rahe hai, Wo Ram ji ke charan mein rahte, Prabhu ke karaj bana rahe hai, Wo Ram dhun mein magan hai rahte, Lagan Prabhu ki laga rahe hai.