भजन

उड़ते हुए हनुमान जी लंका में जा रहे है भजन

उड़ते हुए हनुमान जी,

लंका में जा रहे है।

दोहा – बजरंग की किस्मत में,

लिखा सुबह और शाम था,

करेगा राम की सेवा,

बस यही एक काम लिखा था।

लिखने वाले ने भी,

क्या गजब का नाम लिखा था,

सीना फाड़ कर

दिखा दिया,

तो सिया राम लिखा था।

उड़ते हुए हनुमान जी,

लंका में जा रहे है,

माता सिया को ढूंढकर,

डंका बजा रहे है।।

बगिया के फल को देखकर,

लगी भूख जब सताने,

माता सिया से अर्ज कर,

लगे मैया को मनाने,

आए कोई भी निशाचर,

उनको पटक रहे है,

माता सिया को ढूंढकर,

डंका बजा रहे है।।

आया मेघनाद बलधारी,

हनुमान जी से लड़ने को,

बजरंग ने ऐसा फेका उसे,

उड़ गया आसमान को,

फैलाया जाल माया का,

बजरंग को जकड़ रहे है,

माता सिया को ढूंढकर,

डंका बजा रहे है।।

हनुमान जी को बांधकर,

किया लंकापति के सामने,

बतलादे मूर्ख वनार,

लंका नगर के सामने,

मैं सेवक श्री राम का,

रावण को बता रहे है,

माता सिया को ढूंढकर,

डंका बजा रहे है।।

अंगार इसकी पूछ में,

लगवा दो जल्दी से,

फिर न दोबारा आए कभी,

लंका में गलती से,

हनुमान कूद कूद कर,

लंका जला रहे है,

माता सिया को ढूंढकर,

डंका बजा रहे है।।

उडते हुए हनुमान जी,

लंका में जा रहे है,

माता सिया को ढूंढकर,

डंका बजा रहे है।।

Verse 1

Udte hue Hanuman ji, Lanka mein ja rahe hai.

Verse 2

Doha – Bajrang ki kismat mein, Likha subah aur shaam tha, Karega Ram ki seva, Bas yahi ek kaam likha tha. Likhne waale ne bhi, Kya gazab ka naam likha tha, Seena phaad kar Dikha diya, To Siya Ram likha tha.

Verse 3

Udte hue Hanuman ji, Lanka mein ja rahe hai, Maata Siya ko dhoondhkar, Danka baja rahe hai.

Verse 4

Bagiya ke phal ko dekhkar, Lagi bhookh jab sataane, Maata Siya se arz kar, Lage maiya ko manaane, Aaye koi bhi nishaachar, Unko patak rahe hai, Maata Siya ko dhoondhkar, Danka baja rahe hai.

Verse 5

Aaya Meghnaad baldhaari, Hanuman ji se ladne ko, Bajrang ne aisa pheka use, Ud gaya aasmaan ko, Phailaaya jaal maaya ka, Bajrang ko jakad rahe hai, Maata Siya ko dhoondhkar, Danka baja rahe hai.

Verse 6

Hanuman ji ko baandhkar, Kiya Lankapati ke saamne, Batlaade moorkh vanar, Lanka nagar ke saamne, Main sevak Shri Ram ka, Ravan ko bata rahe hai, Maata Siya ko dhoondhkar, Danka baja rahe hai.

Verse 7

Angaar iski poonchh mein, Lagva do jaldi se, Phir na dobaara aaye kabhi, Lanka mein galti se, Hanuman kood kood kar, Lanka jala rahe hai, Maata Siya ko dhoondhkar, Danka baja rahe hai.

Verse 8

Udte hue Hanuman ji, Lanka mein ja rahe hai, Maata Siya ko dhoondhkar, Danka baja rahe hai.