Salasar Balaji, Khaatu ke Shri Shyam, Ek to sankatahaari, Dooje haare ke hai Shyam.
सालासर बालाजी खाटू के श्री श्याम भजन
सालासर बालाजी,
खाटू के श्री श्याम,
एक तो संकटहारी,
दूजे हारे के है श्याम
बालाजी जो निशदिन ध्यावे,
जीवन में नहीं संकट आवे,
श्याम धणी को
जो शीश नवावे,
भंडारे भर भर के लुटावे,
सच्चे मन से लो इनका नाम,
सालासर बाला जी,
खाटू के श्री श्याम,
एक तो संकटहारी,
दूजे हारे के है श्याम
बालाजी के हाथ में सोटो,
काम करे यो मोटो मोटो,
तीन बाण धारी है खाटू वाला,
बनता है हारे का सहारा,
करते है पूरण भक्तो के काम,
सालासर बाला जी,
खाटू के श्री श्याम,
एक तो संकटहारी,
दूजे हारे के है श्याम
‘संदीप शर्मा’ कोतबा वाला,
हरदम जपता दोनों की माला,
संकट में जो दिल से पुकारे,
खोलते ये किस्मत का ताला,
जपलो दोनों को सुबहो और शाम,
सालासर बाला जी,
खाटू के श्री श्याम,
एक तो संकटहारी,
दूजे हारे के है श्याम
सालासर बालाजी,
खाटू के श्री श्याम,
एक तो संकटहारी,
दूजे हारे के है श्याम
Balaji jo nishdin dhyaave, Jeevan mein nahi sankat aave, Shyam dhani ko jo sheesh navaave, Bhandaare bhar bhar ke lutaave, Sacche man se lo inka naam, Salasar Balaji, Khaatu ke Shri Shyam, Ek to sankatahaari, Dooje haare ke hai Shyam.
Balaji ke haath mein soto, Kaam kare yo moto moto, Teen baan dhaari hai Khaatu wala, Banta hai haare ka sahaara, Karte hai pooran bhakton ke kaam, Salasar Balaji, Khaatu ke Shri Shyam, Ek to sankatahaari, Dooje haare ke hai Shyam.
'Sandeep Sharma' Kotba wala, Hardam japta dono ki mala, Sankat mein jo dil se pukaare, Kholte ye kismat ka taala, Japlo dono ko subho aur shaam, Salasar Balaji, Khaatu ke Shri Shyam, Ek to sankatahaari, Dooje haare ke hai Shyam.
Salasar Balaji, Khaatu ke Shri Shyam, Ek to sankatahaari, Dooje haare ke hai Shyam.