भजन

काम कोई ऐसा ना जग में जो करते हनुमान नहीं भजन

काम कोई ऐसा ना जग में,

जो करते हनुमान नहीं,

फिर भी राम के दास कहाए,

हृदय में अभिमान नहीं,

फिर भी राम के दास कहाए,

हृदय में अभिमान नहीं

सूरज

मुख में रखने वाले,

प्रेम का भोग लगाते है,

सागर लांघन वाले पल में,

नैया पार लगाते है,

इनका रास्ता रोक सके जो,

ऐसी कोई चट्टान नहीं,

फिर भी राम के दास कहाए,

हृदय में अभिमान नहीं

लखन के प्राणों के दाता,

भक्त की रक्षा करते है,

भूत पिशाच निकट नहीं आवे,

वो हनुमान से डरते है,

ले पर्वत हाथों में उड़े जो,

ऐसा कोई बलवान नहीं,

फिर भी राम के दास कहाए,

हृदय में अभिमान नहीं

तेरा समर्पण देख के हनुमत,

बांह पकड़ ले जाएंगे,

तेरे मन में भक्ति भर के,

राम का दर्श कराएंगे,

‘पंकज’ जिसने नाम जपा है,

वो खोता पहचान नहीं,

फिर भी राम के दास कहाए,

हृदय में अभिमान नहीं

काम कोई ऐसा ना जग में,

जो करते हनुमान नहीं,

फिर भी राम के दास कहाए,

हृदय में अभिमान नहीं,

फिर भी राम के दास कहाए,

हृदय में अभिमान नहीं

Verse 1

Kaam koi aisa na jag mein, Jo karte Hanuman nahin, Phir bhi Ram ke daas kahaaye, Hriday mein abhimaan nahin, Phir bhi Ram ke daas kahaaye, Hriday mein abhimaan nahin.

Verse 2

Suraj Mukh mein rakhne waale, Prem ka bhog lagaate hai, Saagar laanghan waale pal mein, Naiya paar lagaate hai, Inka raasta rok sake jo, Aisi koi chattaan nahin, Phir bhi Ram ke daas kahaaye, Hriday mein abhimaan nahin.

Verse 3

Lakhan ke praanon ke daata, Bhakt ki raksha karte hai, Bhoot pishaach nikat nahin aave, Wo Hanuman se darte hai, Le parvat haathon mein ude jo, Aisa koi balwaan nahin, Phir bhi Ram ke daas kahaaye, Hriday mein abhimaan nahin.

Verse 4

Tera samarpan dekh ke Hanumat, Baanh pakad le jaayenge, Tere man mein bhakti bhar ke, Ram ka darsh karaayenge, 'Pankaj' jisne naam japa hai, Wo khota pehchaan nahin, Phir bhi Ram ke daas kahaaye, Hriday mein abhimaan nahin.

Verse 5

Kaam koi aisa na jag mein, Jo karte Hanuman nahin, Phir bhi Ram ke daas kahaaye, Hriday mein abhimaan nahin, Phir bhi Ram ke daas kahaaye, Hriday mein abhimaan nahin.