भजन

हनुमानजी कभी मेरे घर भी पधारो भजन

हनुमानजी कभी मेरे घर भी पधारो,

बुद्धि विवेक की बारिश करके,

बुद्धि विवेक की बारिश करके,

मेरा

भी जीवन तारो,

हनुमानजी कभी मेरे घर भी पधारों।।

तुम बलशाली हो ग्रन्थ के ज्ञाता,

तुम बिन कोई भी पार ना पाता,

तेरी महिमा गाके हनुमत,

तेरी महिमा गाके हनुमत,

तर गए लाख हजारो,

हनुमानजी कभी मेरे घर भी पधारों।।

सादर सेवा की भाव जगी है,

तेरे दरश की आस लगी है,

हम है तुम्हरे भक्त वो हनुमत,

हम है तुम्हरे भक्त वो हनुमत,

ऐसे ना हमको बिसारो,

हनुमानजी कभी मेरे घर भी पधारों।।

भक्त परदेसी के तुम हितकारी,

गावे ‘निरंजन’ महिमा तुम्हारी,

जीवन नैया बिच भंवर में,

जीवन नैया बिच भंवर में,

आके पार उतारो,

हनुमानजी कभी मेरे घर भी पधारों।।

हनुमानजी कभी मेरे घर भी पधारो,

बुद्धि विवेक की बारिश करके,

बुद्धि विवेक की बारिश करके,

मेरा भी जीवन तारो,

हनुमानजी कभी मेरे घर भी पधारों।।

Verse 1

Hanuman ji kabhi mere ghar bhi padhaaro, Buddhi vivek ki baarish karke, Buddhi vivek ki baarish karke, Mera bhi jeevan taaro, Hanuman ji kabhi mere ghar bhi padhaaro.

Verse 2

Tum balshaali ho granth ke gyaata, Tum bin koi bhi paar na paata, Teri mahima gaake Hanumat, Teri mahima gaake Hanumat, Tar gaye laakh hazaaro, Hanuman ji kabhi mere ghar bhi padhaaro.

Verse 3

Saadar seva ki bhaav jagi hai, Tere darash ki aas lagi hai, Hum hai tumhre bhakt wo Hanumat, Hum hai tumhre bhakt wo Hanumat, Aise na humko bisaaro, Hanuman ji kabhi mere ghar bhi padhaaro.

Verse 4

Bhakt pardesi ke tum hitkaari, Gaave 'Niranjan' mahima tumhaari, Jeevan naiya bich bhanwar mein, Jeevan naiya bich bhanwar mein, Aake paar utaaro, Hanuman ji kabhi mere ghar bhi padhaaro.

Verse 5

Hanuman ji kabhi mere ghar bhi padhaaro, Buddhi vivek ki baarish karke, Buddhi vivek ki baarish karke, Mera bhi jeevan taaro, Hanuman ji kabhi mere ghar bhi padhaaro.