Charan mein rakhna, Sharan mein rakhna, Sada hi apni, Lagan mein rakhna, Aankhen jo moondoon, Ho tere darshan, Sada hi aise, Bhajan mein rakhna.
चरण में रखना शरण में रखना भजन
चरण में रखना,
शरण में रखना,
सदा ही अपनी,
लगन में रखना,
आँखे जो मुंदु,
हो तेरे दर्शन,
सदा ही ऐसे,
भजन में रखना
सुख के उजाले,
दुःख के अँधेरे,
जो भी हो हरदम,
मगन में रखना,
मेरी चमक
और,
दमक को दाता,
सदा ही ऐसे,
बनाए रखना
साँसों की माला,
सिमरण के मोती,
भटके नहीं मन,
जपन में रखना,
कृपा तुम्हारी,
बहार जैसी,
जीवन को मेरे,
महकाए रखना
तुम्हे पुकारूँ,
आहों में अपनी,
भजन की राहों में,
लगाए रखना,
मैंने तो अपना,
तुम्हे ही माना,
सदा ही अपना,
बनाए रखना
तेरी कृपा का,
हो हाथ मुझ पर,
रखूं भरोसा,
दिन रात तुझ पर,
हर एक बंधन,
से मुक्त हो लूँ,
भक्ति के ऐसे,
बंधन में रखना
चरण में रखना,
शरण में रखना,
सदा ही अपनी,
लगन में रखना,
आँखे जो मुंदु,
हो तेरे दर्शन,
सदा ही ऐसे,
भजन में रखना
Sukh ke ujaale, Dukh ke andhere, Jo bhi ho hardam, Magan mein rakhna, Meri chamak Aur, Damak ko data, Sada hi aise, Banaaye rakhna.
Saanson ki maala, Simran ke moti, Bhatke nahin man, Japan mein rakhna, Kripa tumhaari, Bahaar jaisi, Jeevan ko mere, Mehkaaye rakhna.
Tumhe pukaaroon, Aahon mein apni, Bhajan ki raahon mein, Lagaaye rakhna, Mainne to apna, Tumhe hi maana, Sada hi apna, Banaaye rakhna.
Teri kripa ka, Ho haath mujh par, Rakhoon bharosa, Din raat tujh par, Har ek bandhan, Se mukt ho loon, Bhakti ke aise, Bandhan mein rakhna.
Charan mein rakhna, Sharan mein rakhna, Sada hi apni, Lagan mein rakhna, Aankhen jo moondoon, Ho tere darshan, Sada hi aise, Bhajan mein rakhna.