Sabse pehle manaaoon main Ganesh, Haro ji haro, Harlo bhakto ke kalesh.
सबसे पहले मनाऊँ मैं गणेश हरो जी हरो हरलो भक्तो के कलेश भजन
सबसे पहले मनाऊँ मैं गणेश,
हरो जी हरो,
हरलो भक्तो के कलेश।।
श्लोक – बंदगी गणराज को,
गौरा दुलारे को करूँ,
संकट हरण विघ्नेश को,
शम्भू पियारे को करूँ।
सबसे पहले मनाऊँ मैं गणेश,
हरो जी हरो,
हरलो भक्तो के कलेश,
हरो जी हरो,
हरलो भक्तो के कलेश।।
खजराने में आप विराजे,
मंदिर गणपति चम चम साजे,
गौरा माता पिताजी हैं महेश,
हरो जी हरो,
हरलो भक्तो के कलेश,
हरो जी हरो,
हरलो भक्तो के कलेश।।
बड़े गणपति शान निराली,
झोली भरते सबकी खाली,
रिद्धि सिद्धि रहे संग हमेश,
हरो जी हरो,
हरलो भक्तो के कलेश,
हरो जी हरो,
हरलो भक्तो के कलेश।।
भीड़ लगी उज्जैन में भारी,
चिंतामन जयकार तुम्हारी,
नाम गणपति का देश विदेश,
हरो जी हरो,
हरलो भक्तो के कलेश,
हरो जी हरो,
हरलो भक्तो के कलेश।।
विघ्न हरण मंगल के दाता,
जग के प्रेमी भाग्य विधाता,
सुनलो सुनलो हमारा सन्देश,
हरो जी हरो,
हरलो भक्तो के कलेश,
हरो जी हरो,
हरलो भक्तो के कलेश।।
सबसे पहले मनाऊँ मैं गणेश,
हरो जी हरो,
हरलो भक्तो के कलेश,
हरो जी हरो,
हरलो भक्तो के कलेश।।
Shlok – Bandagi Ganraj ko, Gaura dulaare ko karoon, Sankat haran Vighnesh ko, Shambhu piyaare ko karoon. Sabse pehle manaaoon main Ganesh, Haro ji haro, Harlo bhakto ke kalesh, Haro ji haro, Harlo bhakto ke kalesh.
Khajraane mein aap viraaje, Mandir Ganpati cham cham saaje, Gaura mata pitaji hain Mahesh, Haro ji haro, Harlo bhakto ke kalesh, Haro ji haro, Harlo bhakto ke kalesh.
Bade Ganpati shaan niraali, Jholi bharte sabki khaali, Riddhi Siddhi rahe sang hamesh, Haro ji haro, Harlo bhakto ke kalesh, Haro ji haro, Harlo bhakto ke kalesh.
Bheed lagi Ujjain mein bhaari, Chintaman jaikaar tumhaari, Naam Ganpati ka desh videsh, Haro ji haro, Harlo bhakto ke kalesh, Haro ji haro, Harlo bhakto ke kalesh.
Vighn haran mangal ke daata, Jag ke premi bhaagya vidhaata, Sunlo sunlo hamaara sandesh, Haro ji haro, Harlo bhakto ke kalesh, Haro ji haro, Harlo bhakto ke kalesh.
Sabse pehle manaaoon main Ganesh, Haro ji haro, Harlo bhakto ke kalesh, Haro ji haro, Harlo bhakto ke kalesh.