Riddhi Siddhi ke sang mein, Hey Gauri Laal padharo, Sab baadha vighn mita kar, Sab baadha vighn mita kar, Mere kaaraj sabhi sanvaaro, Riddhi Siddhi ke sang mein, Hey Gauri Laal padharo.
रिद्धि सिद्धि के संग में हे गौरी लाल पधारो भजन
रिद्धि सिद्धि के संग में,
हे गौरी लाल पधारो,
सब बाधा विघन मिटा कर,
सब बाधा विघन मिटा कर,
मेरे कारज सभी संवारो,
रिद्धि सिद्धी के संग में,
हे गौरी लाल पधारो।।
बिना तुम्हारे शिव नंदन है,
मेरे काज अधूरे,
तुम आओ तो गणपति मेरे,
काम सभी हो पुरे,
एक बार दया द्रष्टि से,
एक बार दया द्रष्टि से,
हमको गणराज निहारो,
रिद्धि सिद्धी के संग में,
हे गौरी लाल पधारो।।
सेवा भक्ति नहीं हम जाने,
कैसे तुम्हे मनाए,
टूटे फूटे बोलो से,
गुणगान तुम्हारा गाए,
नादान ‘अमर’ के बप्पा,
नादान ‘अमर’ के बप्पा,
तुम भूले सभी बिसारो,
रिद्धि सिद्धी के संग में,
हे गौरी लाल पधारो।।
जहाँ चरण तुम्हारे पड़ते,
वहाँ सभी देव आ जाए,
इसलिए गणपति बप्पा,
हम पहले तुम्हे बुलाए,
परिवार सहित प्रभु आओ,
परिवार सहित प्रभु आओ,
मेरी विनती को स्वीकारो,
रिद्धि सिद्धी के संग में,
हे गौरी लाल पधारो।।
फल फुल मेवा और मोदक,
मैं अर्पण करूँ विधाता,
आँगन में खुशियाँ बरसे,
तुम दया करो जब दाता,
प्रभु रख लो बात हमारी,
प्रभु रख लो बात हमारी,
संकट से हमें उबारो,
रिद्धि सिद्धी के संग में,
हे गौरी लाल पधारो।।
रिद्धि सिद्धि के संग में,
हे गौरी लाल पधारो,
सब बाधा विघन मिटा कर,
सब बाधा विघन मिटा कर,
मेरे कारज सभी संवारो,
रिद्धि सिद्धी के संग में,
हे गौरी लाल पधारो।।
Bina tumhare Shiv Nandan hai, Mere kaaj adhoore, Tum aao to Ganpati mere, Kaam sabhi ho poore, Ek baar daya drishti se, Ek baar daya drishti se, Humko Ganraj nihaaro, Riddhi Siddhi ke sang mein, Hey Gauri Laal padharo.
Seva bhakti nahin hum jaane, Kaise tumhe manaaye, Toote phoote bolo se, Gungaan tumhara gaaye, Naadaan 'Amar' ke Bappa, Naadaan 'Amar' ke Bappa, Tum bhoole sabhi bisaaro, Riddhi Siddhi ke sang mein, Hey Gauri Laal padharo.
Jahaan charan tumhare padte, Vahaan sabhi dev aa jaaye, Isliye Ganpati Bappa, Hum pehle tumhe bulaaye, Parivaar sahit Prabhu aao, Parivaar sahit Prabhu aao, Meri vinati ko sweekaaro, Riddhi Siddhi ke sang mein, Hey Gauri Laal padharo.
Phal phul mewa aur modak, Main arpan karoon vidhaata, Aangan mein khushiyaan barse, Tum daya karo jab daata, Prabhu rakh lo baat hamaari, Prabhu rakh lo baat hamaari, Sankat se humein ubaaro, Riddhi Siddhi ke sang mein, Hey Gauri Laal padharo.
Riddhi Siddhi ke sang mein, Hey Gauri Laal padharo, Sab baadha vighn mita kar, Sab baadha vighn mita kar, Mere kaaraj sabhi sanvaaro, Riddhi Siddhi ke sang mein, Hey Gauri Laal padharo.