Jai jai jai Ganpati Deva, Kirtan mein aana mere, Kirtan mein aa ke vighn mita ke, Kaaraj banaana mere.
जय जय जय गणपति देवा किर्तन में आना मेरे भजन
जय जय जय गणपति देवा,
किर्तन में आना मेरे,
किर्तन में आ के विघ्न मिटा के,
कारज बनाना मेरे।।
किर्तन में आना उमा जी को लाना,
महादेव जी को लाना साथ में,
ओ शंकर के प्यारे उमा के दुलारे,
मंगल करता सब के काज है,
सुन लेना परसधारी,
तू विनती हमारी,
भक्त मिल के है पुकारते तुझे,
मूषक पे होके सवार,
करता चमत्कार है,
किर्तन में आ के विघ्न मिटा के,
कारज बनाना मेरे।।
कंचन के जैसी काया है तेरी,
माथा सिंदूरी चमकदार है,
ओ चार भुजा धारी भक्त हितकारी,
महिमा तेरी अपरम्पार है,
तू काज बनाएगा,
तू दुःख मिटाएगा,
दया करना दयावान बनके,
“साखी” गुण हम गाएँ तेरे,
तू देवा शक्तिमान है,
किर्तन में आ के विघ्न मिटा के,
कारज बनाना मेरे।।
जय जय जय गणपति देवा,
किर्तन में आना मेरे,
किर्तन में आ के विघ्न मिटा के,
कारज बनाना मेरे।।
+919887910107
– वीडियो उपलब्ध नहीं।
Kirtan mein aana Uma ji ko laana, Mahadev ji ko laana saath mein, O Shankar ke pyaare Uma ke dulare, Mangal karta sab ke kaaj hai, Sun lena Parashdhaari, Tu vinati hamaari, Bhakt mil ke hai pukaarte tujhe, Mooshak pe hoke savaar, Karta chamatkaar hai, Kirtan mein aa ke vighn mita ke, Kaaraj banaana mere.
Kanchan ke jaisi kaaya hai teri, Maatha sindoori chamakdaar hai, O chaar bhuja dhaari bhakt hitkaari, Mahima teri aparampaar hai, Tu kaaj banaayega, Tu dukh mitaayega, Daya karna dayaavaan banke, 'Sakhi' gun hum gaayein tere, Tu Deva shaktimaan hai, Kirtan mein aa ke vighn mita ke, Kaaraj banaana mere.
Jai jai jai Ganpati Deva, Kirtan mein aana mere, Kirtan mein aa ke vighn mita ke, Kaaraj banaana mere.