Gauri ke laal tumko, Saadar naman hamara, Gauri ke laal tumkon, Saadar naman hamara, Har kaam se main pehle, Sumiran karoon tumhaara, Gauri ke laal tumkon, Saadar naman hamara.
गौरी के लाल तुमको सादर नमन हमारा भजन
गौरी के लाल तुमको,
सादर नमन हमारा,
गौरी के लाल तुमकों,
सादर नमन हमारा,
हर काम से मैं पहले,
सुमिरण करूँ तुम्हारा,
गौरी के लाल तुमकों,
सादर नमन हमारा।।
हो लाड़ले उमा के,
शिव जी के हो दुलारे,
संग रिद्धि सिद्धि देवी,
रहती सदा तुम्हारे,
सेवक है प्रिय मूषक,
सेवक है प्रिय मूषक,
वाहन प्रभु तुम्हारा,
गौरी के लाल तुमकों,
सादर नमन हमारा।।
हो चार भुजा धारी,
भारी विशाल काया,
पुष्पों की गले माला,
सिंदूर तिलक भाया,
मोदक है सबसे प्यारा,
मोदक है सबसे प्यारा,
भोजन प्रभु तुम्हारा,
गौरी के लाल तुमकों,
सादर नमन हमारा।।
कही वक्रतुण्ड हो तुम,
कही अर्ध चंद्र धारी,
कोई एकदन्त कहता,
कोई बोले विघ्नहारी,
किस नाम से प्रभु जी,
किस नाम से प्रभु जी,
गौरी के लाल तुमकों,
सादर नमन हमारा।।
लम्बोदरा तुम्ही हो,
तुम्ही गजकर्ण हो प्यारे,
चमके करोड़ो सूरज,
प्रभु तेज से तुम्हारे,
जिस नाम से पुकारूँ,
जिस नाम से पुकारूँ,
देना प्रभु सहारा,
गौरी के लाल तुमकों,
सादर नमन हमारा।।
कहती है दुनिया तुमको,
शुभ कार्य करने वाले,
नादान इस ‘अमर’ को,
दो ज्ञान के उजाले,
आकर के हे गजानन,
आकर के हे गजानन,
मेटो विघन हमारा,
गौरी के लाल तुमकों,
सादर नमन हमारा।।
गौरी के लाल तुमको,
सादर नमन हमारा,
गौरी के लाल तुमकों,
सादर नमन हमारा,
हर काम से मैं पहले,
सुमिरण करूँ तुम्हारा,
गौरी के लाल तुमकों,
सादर नमन हमारा।।
Ho laadle Uma ke, Shiv ji ke ho dulare, Sang Riddhi Siddhi Devi, Rahti sada tumhaare, Sevak hai priya Mooshak, Sevak hai priya Mooshak, Vaahan Prabhu tumhaara, Gauri ke laal tumkon, Saadar naman hamara.
Ho chaar bhuja dhaari, Bhaari vishaal kaaya, Pushpon ki gale mala, Sindoor tilak bhaaya, Modak hai sabse pyaara, Modak hai sabse pyaara, Bhojan Prabhu tumhaara, Gauri ke laal tumkon, Saadar naman hamara.
Kahi Vakratund ho tum, Kahi Ardh Chandra dhaari, Koi Ekdant kehta, Koi bole Vighnahaari, Kis naam se Prabhu ji, Kis naam se Prabhu ji, Gauri ke laal tumkon, Saadar naman hamara.
Lambodara tumhi ho, Tumhi Gajkarn ho pyaare, Chamke karodo sooraj, Prabhu tej se tumhaare, Jis naam se pukaaroon, Jis naam se pukaaroon, Dena Prabhu sahaara, Gauri ke laal tumkon, Saadar naman hamara.
Kehti hai duniya tumko, Shubh kaarya karne waale, Naadaan is 'Amar' ko, Do gyaan ke ujaale, Aakar ke hey Gajanan, Aakar ke hey Gajanan, Meto vighan hamara, Gauri ke laal tumkon, Saadar naman hamara.
Gauri ke laal tumko, Saadar naman hamara, Gauri ke laal tumkon, Saadar naman hamara, Har kaam se main pehle, Sumiran karoon tumhaara, Gauri ke laal tumkon, Saadar naman hamara.