भजन

गणपति आज पधारो श्री राम जी की धुन में भजन

गणपति आज पधारो,

श्री राम जी की धुन में,

गणपति आज पधारो,

श्री राम जी की धुन में।।

रामजी की धुन में,

श्री रामजी की धुन में,

मोदक भोग लगाओ,

श्री रामजी की धुन में,

गणपति आज पधारों,

श्री राम जी की धुन में।।

गणपति आज पधारों,

और रिद्धि सिद्धि लाओ,

सुख आनंद बरसाओ,

श्री रामजी की धुन में,

गणपति आज पधारों,

श्री राम जी की धुन में।।

हनुमंत आज पधारो देवा,

पवन वेग से आओ,

बल बुद्धि दे जाओ,

श्री रामजी की धुन में,

गणपति आज पधारों,

श्री राम जी की धुन में।।

ब्रम्हा जी पधारो,

माता ब्रम्हाणी को लाओ,

वेद ज्ञान समझाओ,

श्री रामजी की धुन में,

गणपति आज पधारों,

श्री राम जी की धुन में।।

नारद आज पधारो,

छम छम छमकर,

ताल बजाओ,

नारायण गुण गाओ,

श्री रामजी की धुन में,

गणपति आज पधारों,

श्री राम जी की धुन में।।

प्रेम मगन हो जाओ भक्तो,

राम नाम गुण गाओ,

सुर मंदिर में आओ,

श्री रामजी की धुन में,

गणपति आज पधारों,

श्री राम जी की धुन में।।

गणपति आज पधारो,

श्री राम जी की धुन में,

गणपति आज पधारो,

श्री राम जी की धुन में।।

Verse 1

Ganpati aaj padharo, Shri Ram ji ki dhun mein, Ganpati aaj padharo, Shri Ram ji ki dhun mein.

Verse 2

Ram ji ki dhun mein, Shri Ram ji ki dhun mein, Modak bhog lagaao, Shri Ram ji ki dhun mein, Ganpati aaj padharo, Shri Ram ji ki dhun mein.

Verse 3

Ganpati aaj padharo, Aur Riddhi Siddhi laao, Sukh aanand barsaao, Shri Ram ji ki dhun mein, Ganpati aaj padharo, Shri Ram ji ki dhun mein.

Verse 4

Hanumant aaj padharo Deva, Pawan veg se aao, Bal buddhi de jaao, Shri Ram ji ki dhun mein, Ganpati aaj padharo, Shri Ram ji ki dhun mein.

Verse 5

Brahma ji padharo, Mata Brahmaani ko laao, Ved gyaan samjhaao, Shri Ram ji ki dhun mein, Ganpati aaj padharo, Shri Ram ji ki dhun mein.

Verse 6

Narad aaj padharo, Chham chham chhamkar, Taal bajaao, Narayan gun gaao, Shri Ram ji ki dhun mein, Ganpati aaj padharo, Shri Ram ji ki dhun mein.

Verse 7

Prem magan ho jaao bhakto, Ram naam gun gaao, Sur mandir mein aao, Shri Ram ji ki dhun mein, Ganpati aaj padharo, Shri Ram ji ki dhun mein.

Verse 8

Ganpati aaj padharo, Shri Ram ji ki dhun mein, Ganpati aaj padharo, Shri Ram ji ki dhun mein.