भजन

गजानंद तुम्हारे चरणों में एक प्रेम पुजारी आया है भजन

गजानंद तुम्हारे चरणों में,

एक प्रेम पुजारी आया है,

गजानंद तुम्हारे चरणों में,

एक प्रेम पुजारी आया है,

एक प्रेम पुजारी आया है,

तेरे द्वार भिखारी आया है।।

मेरे हाथो में फूलो की माला है,

ये तुझे पहनाने आया है,

गजानंद तुम्हारे चरणो में,

एक प्रेम पुजारी आया है।।

मेरे हाथो में जल का लौटा है,

ये तुम्हे नहलाने आया है,

गजानंद तुम्हारे चरणो में,

एक प्रेम पुजारी आया है।।

मेरे हाथ में चंदन की प्याली है,

ये तिलक लगाने आया है,

गजानंद तुम्हारे चरणो में,

एक प्रेम पुजारी आया है।।

मेरे हाथ में मोदक मिश्री है,

ये भोग लगाने आया है,

गजानंद तुम्हारे चरणो में,

एक प्रेम पुजारी आया है।।

मेरे हाथ में तेरी माला है,

तेरा नाम जपन को आया है,

गजानंद तुम्हारे चरणो में,

एक प्रेम पुजारी आया है।।

एक प्रेम पुजारी आया है,

तेरे द्वार भिखारी आया है,

गजानंद तुम्हारे चरणो में,

एक प्रेम पुजारी आया है।।

https://youtu.be/4EfvHiMcYlM

Verse 1

Gajanand tumhaare charno mein, Ek prem pujaari aaya hai, Gajanand tumhaare charno mein, Ek prem pujaari aaya hai, Ek prem pujaari aaya hai, Tere dwaar bhikhaari aaya hai.

Verse 2

Mere haatho mein phoolon ki maala hai, Ye tujhe pehnaane aaya hai, Gajanand tumhaare charno mein, Ek prem pujaari aaya hai.

Verse 3

Mere haatho mein jal ka lota hai, Ye tumhe nahlaane aaya hai, Gajanand tumhaare charno mein, Ek prem pujaari aaya hai.

Verse 4

Mere haath mein chandan ki pyaali hai, Ye tilak lagaane aaya hai, Gajanand tumhaare charno mein, Ek prem pujaari aaya hai.

Verse 5

Mere haath mein modak mishri hai, Ye bhog lagaane aaya hai, Gajanand tumhaare charno mein, Ek prem pujaari aaya hai.

Verse 6

Mere haath mein teri maala hai, Tera naam japan ko aaya hai, Gajanand tumhaare charno mein, Ek prem pujaari aaya hai.

Verse 7

Ek prem pujaari aaya hai, Tere dwaar bhikhaari aaya hai, Gajanand tumhaare charno mein, Ek prem pujaari aaya hai.