भजन

भक्तो के द्वार पधारो प्यारे गौरी के ललन भजन

भक्तो के द्वार पधारो,

प्यारे गौरी के ललन,

हर बिगड़े काज सवारों,

प्यारे गौरी के ललन,

गौरी के ललन,

महामाई के ललन,

भोलेनाथ के ललन,

भक्तो के द्वार पधारो,

प्यारे गौरी के ललन।।

भाँति भाँती के फूल मँगाए,

मंडप द्वार सजाए है,

श्रद्धा भक्ति और लगन से,

अंगना चौक पुराए है,

धुप दिप से महक उठे,

भक्तो के घर आँगन,

भक्तों के द्वार पधारो,

प्यारे गौरी के ललन।।

पूजा थाल सजाई पावन,

घी के दिप जलाए है,

मेवा खीर मिठाई लाडू,

मोदक भोग बनाए है,

मूषक वाहन बैठ,

चले आओ गिरिजानंदन,

भक्तों के द्वार पधारो,

प्यारे गौरी के ललन।।

ढोल मंजीरे झांझ बजा,

गुणगान तुम्हारे गाते है,

गौरी सूत गिरजेश पधारो,

जय जयकार लगाते है,

भक्तो में गणराज आज,

बस लागि यही लगन,

भक्तों के द्वार पधारो,

प्यारे गौरी के ललन।।

लम्बोदर गणपति द्वार पे,

भक्त जनो के आ जाओ,

बिगड़ी बात बनाओ,

सारे बिगड़े काज बना जाओ,

सदा ‘तिवारी’ कहे भक्ति में,

होकर यूँही मगन,

भक्तों के द्वार पधारो,

प्यारे गौरी के ललन।।

भक्तो के द्वार पधारो,

प्यारे गौरी के ललन,

हर बिगड़े काज सवारों,

प्यारे गौरी के ललन,

गौरी के ललन,

महामाई के ललन,

भोलेनाथ के ललन,

भक्तो के द्वार पधारो,

प्यारे गौरी के ललन।।

Verse 1

Bhakto ke dwaar padharo, Pyaare Gauri ke lalan, Har bigde kaaj savaaro, Pyaare Gauri ke lalan, Gauri ke lalan, Mahamai ke lalan, Bholenath ke lalan, Bhakto ke dwaar padharo, Pyaare Gauri ke lalan.

Verse 2

Bhaanti bhaanti ke phool mangaaye, Mandap dwaar sajaaye hai, Shraddha bhakti aur lagan se, Angana chowk puraaye hai, Dhoop deep se mahak uthe, Bhakto ke ghar aangan, Bhakto ke dwaar padharo, Pyaare Gauri ke lalan.

Verse 3

Pooja thaal sajaai paavan, Ghee ke deep jalaaye hai, Mewa kheer mithaai laddu, Modak bhog banaaye hai, Mooshak vaahan baith, Chale aao Girijanandan, Bhakto ke dwaar padharo, Pyaare Gauri ke lalan.

Verse 4

Dhol manjeere jhaanjh baja, Gungaan tumhaare gaate hai, Gauri soot Girjesh padharo, Jai jaikaar lagaate hai, Bhakto mein Ganraj aaj, Bas laagi yahi lagan, Bhakto ke dwaar padharo, Pyaare Gauri ke lalan.

Verse 5

Lambodar Ganpati dwaar pe, Bhakt jano ke aa jaao, Bigdi baat banaao, Saare bigde kaaj bana jaao, Sada 'Tiwari' kahe bhakti mein, Hokar yunhi magan, Bhakto ke dwaar padharo, Pyaare Gauri ke lalan.

Verse 6

Bhakto ke dwaar padharo, Pyaare Gauri ke lalan, Har bigde kaaj savaaro, Pyaare Gauri ke lalan, Gauri ke lalan, Mahamai ke lalan, Bholenath ke lalan, Bhakto ke dwaar padharo, Pyaare Gauri ke lalan.