Aao aaj padharo, Maa Parvati ke pyaare, Hey Shiv Shankar ke dulare, Hey Gannayak hey Lambodar, Sab devo se nyaare, Aao aaj padharo, Maa Parvati ke pyaare, Hey Shiv Shankar ke dulare.
आओ आज पधारो माँ पार्वती के प्यारे भजन
आओ आज पधारो,
माँ पार्वती के प्यारे,
हे शिव शंकर के दुलारे,
हे गणनायक हे लम्बोदर,
सब देवो से न्यारे,
आओं आज पधारों,
माँ पार्वती के प्यारे,
हे शिव शंकर के दुलारे।।
प्रथम मनाये आपको,
करे तुम्हारी पूजा,
सब देवो में तुमसा,
और नहीं कोई दूजा,
सफल बनाओ आकर के तुम,
बिगड़े काज हमारे,
आओं आज पधारों,
माँ पार्वती के प्यारे,
हे शिव शंकर के दुलारे।।
जिसने ध्याया आपको,
उसका संकट टाला,
तेरी कृपा से बाबा,
हो जाए उजियारा,
ज्योत जलाकर सबके मन के,
दूर करो अंधियारे,
आओं आज पधारों,
माँ पार्वती के प्यारे,
हे शिव शंकर के दुलारे।।
शुभ और लाभ तुम्हारे,
रिद्धि सिद्धि के स्वामी
करो कृपा हे देवा,
तुम हो अन्तर्यामी,
‘नरसी’ सब भक्तों संग मिलकर,
तेरा नाम उचारे,
आओं आज पधारों,
माँ पार्वती के प्यारे,
हे शिव शंकर के दुलारे।।
आओ आज पधारो,
माँ पार्वती के प्यारे,
हे शिव शंकर के दुलारे,
हे गणनायक हे लम्बोदर,
सब देवो से न्यारे,
आओं आज पधारों,
माँ पार्वती के प्यारे,
हे शिव शंकर के दुलारे।।
Pratham manaaye aapko, Kare tumhari pooja, Sab devo mein tumsa, Aur nahin koi dooja, Saphal banaao aakar ke tum, Bigde kaaj hamaare, Aao aaj padharo, Maa Parvati ke pyaare, Hey Shiv Shankar ke dulare.
Jisne dhyaaya aapko, Uska sankat taala, Teri kripa se Baba, Ho jaaye ujiyaara, Jyot jalaakar sabke man ke, Door karo andhiyaare, Aao aaj padharo, Maa Parvati ke pyaare, Hey Shiv Shankar ke dulare.
Shubh aur laabh tumhaare, Riddhi Siddhi ke swami, Karo kripa hey Deva, Tum ho antaryaami, 'Narsi' sab bhakton sang milkar, Tera naam uchaare, Aao aaj padharo, Maa Parvati ke pyaare, Hey Shiv Shankar ke dulare.
Aao aaj padharo, Maa Parvati ke pyaare, Hey Shiv Shankar ke dulare, Hey Gannayak hey Lambodar, Sab devo se nyaare, Aao aaj padharo, Maa Parvati ke pyaare, Hey Shiv Shankar ke dulare.