भजन

आजा गणेश आजा गौरा के लाल आ भजन

आजा गणेश आजा,

गौरा के लाल आ,

गौरा के लाल आ,

शिवजी के लाल आ,

विघ्न विनाशक आ,

सिद्धि विनायक आ,

अपनी झलक दिखा जा,

गौरा के लाल आ,

आजा गणेंश आजा,

गौरा के लाल आ।।

घर में पधारो देवा,

तेरा इंतजार मुझको,

मिल जाए आज गणपति,

तेरा दीदार मुझको,

कारज मेरे बना जा,

गौरा के लाल आ,

आजा गणेंश आजा,

गौरा के लाल आ।।

तुमको प्रथम मनाऊं मैं,

कर दो कृपा हे देवा,

मोदक भोग लगाऊं मैं,

फल फूल और मेवा,

आकर भोग लगा जा,

गौरा के लाल आ,

आजा गणेंश आजा,

गौरा के लाल आ।।

आते हो तुम गजानन,

संग देव देवियाँ आते,

‘चोखानी’ और ‘टोनी’,

दिल से तुम्हे बुलाते,

आकर दरश करा जा,

गौरा के लाल आ,

आजा गणेंश आजा,

गौरा के लाल आ।।

आजा गणेश आजा,

गौरा के लाल आ,

गौरा के लाल आ,

शिवजी के लाल आ,

विघ्न विनाशक आ,

सिद्धि विनायक आ,

अपनी झलक दिखा जा,

गौरा के लाल आ,

आजा गणेंश आजा,

गौरा के लाल आ।।

https://youtu.be/2FN4KEXmBu8

Verse 1

Aaja Ganesh aaja, Gaura ke laal aa, Gaura ke laal aa, Shivji ke laal aa, Vighn vinaashak aa, Siddhi Vinayak aa, Apni jhalak dikha ja, Gaura ke laal aa, Aaja Ganesh aaja, Gaura ke laal aa.

Verse 2

Ghar mein padharo Deva, Tera intezaar mujhko, Mil jaaye aaj Ganpati, Tera deedaar mujhko, Kaaraj mere bana ja, Gaura ke laal aa, Aaja Ganesh aaja, Gaura ke laal aa.

Verse 3

Tumko pratham manaaun main, Kar do kripa hey Deva, Modak bhog lagaaun main, Phal phool aur mewa, Aakar bhog laga ja, Gaura ke laal aa, Aaja Ganesh aaja, Gaura ke laal aa.

Verse 4

Aate ho tum Gajanan, Sang dev deviyaan aate, 'Chokhani' aur 'Tony', Dil se tumhe bulaate, Aakar darash kara ja, Gaura ke laal aa, Aaja Ganesh aaja, Gaura ke laal aa.

Verse 5

Aaja Ganesh aaja, Gaura ke laal aa, Gaura ke laal aa, Shivji ke laal aa, Vighn vinaashak aa, Siddhi Vinayak aa, Apni jhalak dikha ja, Gaura ke laal aa, Aaja Ganesh aaja, Gaura ke laal aa.